Q1. Umar (ra) ki firasat aur samajhdari ki wajah se Rasool (saws) ne unko kya farmaya ?
Muhadis
Farooq
Sadiq
Q2. Rasool (saws) ki wafat par unka pehla radde amal (reaction) kya tha ?
Sub logon ko samjha rahe the
Wafat ko tasleem (accept) nahi kar rahe the
Kafan dafan ka intezam kar rahe the
Q3. Umar (ra) ko kis tarah khalifa muqarar kiya gaya ?
Qurra dali gai / lucky draw
Abu Bakr (ra) ne muqarar kiya
Intekhabi amal ke zariye / voting
Q4. Umar (ra) ne farmaya :- "mashwara usse karo jo _________________
Samajhdar ho chahe kafir hi ho
Musalman ho aur samajhdar ho
Jo Allah se darta ho
Q5. Safar-e-Shaam ke dauran Umar (ra) ko kis waba ke phelne ki khabar mili ?
Haidah
Nemonia
Tawoon
Q6. Umar (ra) ka daure khilafat kitna tha ?
8 saal
10 saal
5 saal
Q7. Umar (ra) ka tareeqi jumla jo UNO ke charter per bhi tehrir hai :-
Tumne kabse logon ko ghulam banaliya jabke wo azaad paida huwe the
Insaaf sub ke liye hai
Sub insaan barbar hai
Q8. Nabeena buddhe ko bheek mangta dekh kar Umar (ra) ne kya kiya ?
Buddho ka jizya maaf kardiya
Sakht naraz huwe
Dugna jizya muqarar farmadiya
Q9. Umar (ra) ki khilafat ka munfarid (unique) amal :-
Raaton ko ghasht karte
Mashware karte
Dono jawabat durust hai
Q10. Umar (ra) ne pasand farmaya :-
Khadim pehle khana khae
Hukmuran pehle khana khae
Khadim aur Hukmuran saath baith kar khana khae