Q1. Umar (ra) ne kitne din ke andar khalifa chunne ki takeed farmai ?
3
5
7
Q2. Umar (ra) ke zakmi hone aur nae khalifa ke muqarar hone tak kisko imamat ke faraiz diye gaye ?
Suaib Rumi (ra)
Saad Bin Abi Waqqas (ra)
Jaber Bin Abdullah (ra)
Q3. Uthman (ra) ke daur mein Bayt ul Maal ka kya haal tha ?
Maal ki kasrat thi
Maal ki kami thi
Maal ka hisab kitab mushkil hogaya tha
Q4. Akhir mein kin 2 sahaba mein se Uthman (ra) ka intekhab amal mein aya ?
Ali (ra) aur Uthman (ra)
Saad (ra) aur Uthman (ra)
Zubair (ra) aur Uthman (ra)
Q5. Uthman (ra) ne kabutar bazi aur shatranj :-
Per papandi lagai
Ko farok diya
Ko pasand kiya
Q6. Uthman (ra) ne ________________ ka tareeqa kud bataya aur farmaya Rasool (saws) aisa hi kiya karte the ?
Ghusl
Tayammum
Wodhu
Q7. Uthman (ra) se khilafat se dastbardari ka mutala karne wale kahan se aye the ?
Makkah
Shaam
Yeman
Q8. Jab humla waro ne hamla kiya toh Uthman (ra) :-
Roze se the
Quran ki tilawat kar rahe the
Dono jawabat durust hai
Q9. Kis baat per Uthman (ra) subse zyada rote the ?
Jahanam ke tazkire per
Qabr ke tazkire per
Maut ke tazkire per
Q10. Uthman (ra) khilafat ke umor mein :-
Zarurat se zyada narm the
Zarurat se zyada sakht the
Kamyabi se chala rahe the