Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Quiz on Qasas al Quran quiz 1, created by Asiya Abdul Raoof on 26/05/2017.

3881
0
0
No tags specified
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
Close

Qasas al Quran quiz 1

Question 1 of 10

1

Quran mein qisse kis liye bayan kiye gaye hain?

Select one or more of the following:

  • Sirf kahani ke taur par

  • Take us se sabaq seekhein , ibrat hasil karein

  • only entertainment

Explanation

Question 2 of 10

1

Qissah ke mani kiya hain?

Select one or more of the following:

  • kahani story

  • footsteps follow karna

  • kahawat

Explanation

Question 3 of 10

1

Quran mein positive mani mein kaunsa lafz istemal kiya gaya hai?

Select one or more of the following:

  • story

  • Qasas

  • Asateer

Explanation

Question 4 of 10

1

Quran mein qissah ibrat ke liye bayan kiye gaye hain. Ibrat ke mani?

Select one or more of the following:

  • Aap kisi cheez se guzar kar, cross kargaye uske bad faeda hasil kare

  • Uboor karna, pul/bridge ko bhi kehte hain.

  • A and B

Explanation

Question 5 of 10

1

Quran ke waqiat qissa kis liye ban gaye hain?

Select one or more of the following:

  • Take aap SalaLLAHUALYHIWASALLAM ka dil mazboot ho

  • Aap S jab pehle nabiyyon ke waqiat sunein toh unhein himmat ho

  • A and B

Explanation

Question 6 of 10

1

Quran mein qissah is liye bhi bayan kiye gaye hain

Select one or more of the following:

  • take Aap S ki sadaqat par daleel ho ke aap S sache hain

  • sirf padhne padhane aur sunne sunane ke liye

  • A and B

Explanation

Question 7 of 10

1

Ramdan mein hamara taluq quran se kaisa ho

Select one or more of the following:

  • sirf tilawat

  • tilawat aur samajhna

  • tilawat aur samjhna aur amal karne ki niyyat

Explanation

Question 8 of 10

1

Quran ke stories se hamein yeh bat pata chalti hai ke

Select one or more of the following:

  • uswaqt ke kiya halat the

  • rasoolon ke jhutlane walon ka kiya anjam huwa

  • A and B

Explanation

Question 9 of 10

1

Aaj ham apne schools mein ya bachon ko kistarah quran se qareeb karsakte hain?

Select one or more of the following:

  • sirf tilawat karwake

  • ya sirf tarjuma se

  • qurani waqiat se unke andar dilchaspi paida ki jasakti hai take woh quran se qareeb hon

Explanation

Question 10 of 10

1

Ham apna jaizah len ke ham Quran ko kistarah padhte hain?

Select one or more of the following:

  • sirf barakah ke liye

  • sirf 10 nekiyan hasil karte hain

  • Quran se hikmat aur danai, ikhlaq, sabaq hasil karne ke liye

Explanation