Assahabe kahf ka waqiya kis tarah bataya gaya hai ?
Asasteerul awwaleen ke zariye
Haqq ke saath
A aur B durust hai
Kya quraan is baat par zor deta hai ke is waqey se ham uki tedad yaad rakhen ?
true
false
Ye naujawan kis cheez ko bachae ke liye ghar panah bazeen hue ?
apni jaan bacha ne ke liye
iman bachane ke liye
maal bachane ke liye
Kya inhein apni tarbiyat ke liye kisi ka support hasil tha ?
haan unke liye rasool the
unke liye teachers the
unhon ne khud se apne iman ko bachana chaha
KIs ke kehne par kuffare makkah ne yeh sawal kiya ?
Christians ke kehne par
yahood ke kehne par
yahood ke ahbar ke kehne par
assahabe kahf ke time ke king ka kya naam tha ?
Nimrod
firawn
dacyanus
Tareekh nigahon (historians) ke mutabiq ye waqiye konse shahr mein pesh aya tha ?
rome
ifsus
greece
Assahabe kahf se hamen kya sabq milta hai ?
Naujawan kisi bhi culture ka asar bahut jald qubool karte
jis cheez ke bare mein irada karte hain use pure hi karte hain
Donon jawab dhalat hai
Aaj hamari naujawan nasl ki tarbiyat ke liye ham kya tareqa apnaen ge ?
Unhen cartoons aur games ke hawale karden ge
school ke hawale karden ge
ham unhen quran aur sahaba ke waqayat sunaenge
Surah kahf kab padh na chahiyye ?
eid ke din
saturday
friday