Qaum e saba ka ilaqa kahan paya jata hai ?
Yemen
Palestine
Syria
Malka e saba ka naam _______________ tha .
Cleopatra
Builquees
Elizabeth
Qaum e saba ke baare mein Sulayman A.S ko kis ne khabar di ?
ek safeer ne
ek animal ne
ek bird ne
Khat ki shuruaat kaise hui (starting) ?
In the name of Allah
Bismillahi rahman nir raheem
Sulayman ke taraf se Malka e saba ke liye
KOnse surah mein do dafa Bismillah aya hai ?
An Naml
As Saba
Ar Rahman
Malika ne kis cheez se bachne ke liye Sulayman A.S ko tohfe bejhe ?
Islam lane se
Jang se
Dosti karne ke liye
Malka e saba ka takht kon lekar aaya ?
Ek Djinn
Jise KItab ka ilm diya gaya tha
Farishton ne
Sulayman A.S ne jaise hi takht ko apne paas dekha unke zubaan se kya lafz nikla ?
ye mere rabb ki rehmat hai
woh khush hue ke unke paas aise kaam karne wale log hain
wo takabbur mein mubtela hogaye
Malka e saba ne jab farsh par pair rakhne ke liye apne painche uthae aur us se kaha gaya ke yeh shishe ka farsh hai to ...
A) wo pukar uthi ke mein eeman lati hon
B) woh samajh gayi ki us ke aankhon par parda padh gaya jis ki wajah se us se wo shisha dikhae nahi gaya
C) woh waapas palath gayi
D) A aur B durust hai
Is waqaye se hamen kya sabaq seekhne ko milta hai
A) Hamre saamne haqeeqat aajaye to use qubool karlena chahiyye
B) hamari ghalti ho us ka aiteraf kardena chahiyye
C) A aur B durust hai