Jis shakhs ke bagh ka waqiyq bayan kiya gaya hai wo kon tha aur kahan ka rehne wala tha ?
Wo non muslim thaaur Yemen ka rehne wala tha
Wo musalman tha aur Palestine ka rehne wala tha
Bani israel ka ek musalman shakhs tha Yemen ke shahr Sana' ka rehne wala tha .
Bagh walon ka waqiya kin logon ko khaas taur se sunaya jaraha hai ?
Madina ke yahood
Kuffare Makkah
Munafiqeen e Madinah
Arab mein us shakhs ke bagh aur us shakhs ke sakhawat ka kissa har ek ko malum tha .
true
false
Usne apne garden mein boundary wall kyun nahi ban wayi thi ?
Take wo logon ko dikhana chahta tha ke uska garden kitna khoobsoorat hai
take koi bhi garden mein easily aasake aur fruits khasake
Uske paas security guard the
Us shakhs ke baagh mein barkat kis wajah se thi ?
kyunke woh bahut aqalmand tha aur grow karne ke tareeke janta tha
wo bahut ache seeds istemal karta tha
Uske phalon meinmiskeenon ka hissa tha
Uske beton ne kya plannig ki ?
A) wo bhi apne walis ki tarah miskeenon ko phal diya karenge
B) unhon ne socha ke ye phalon par hamara haqq hai
C) wo samajhte te the ke ye miskeen hamara haqq hamse cheen rahen hain
B aur C durust hai
Jab soch sahi na ho aur neki se ruk jane ka irada ho to kya hota hai ?
jo ne'mat hasil hoti hai woh bhi haat se chali jati hai
mazeed ne'matein milti hai
ne'matein baqi rehti hain
Unko jaani nuqsan kyun nahi hua ?
kyun ke unke andar kuch khair baqi thi
unhon ne apni ghalti ka fauran aeteraaf kiya
woh fauran Allah tala ke taraf palte
A,B aur C durust hai
عسی lafz asa ki tafseer mein ibn Abbas ki kya rae hai ?
Unhein Allah tala ne wesa hi bagh dediya
unhen Allah tala ne is se behtar bagh diya
Quraan mein jab bhi lafz asa aata hai us ka matlab hai ke Allah tala jald hi wo cheez ata kardete hain
Sadaqa karne walon ke liye Farishte kya dua karte hain ?
Sadaqah karne walon ke liye wo dua karte hain ke Allah tala ise mazeed aur den
Farshite duaa nahi karte
farishte bhi us shakhs ke liye duaa karte hain jis ko maal diya jaraha hai