Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

Their lives, inspirations & legacy

1139
0
1
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-21}

Question 1 of 10

1

Q1. Zyada qabile aytebar kya hai ? (authentic)

Select one or more of the following:

  • Ahadeeth

  • Seerat

  • Dono

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Ayesha (ra) ki kunyat kya hai ?

Select one or more of the following:

  • Umme Abdullah

  • Umme Abdur Rahman

  • Umme Umar

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Ayesha (ra) ke pasandida khel ?

Select one or more of the following:

  • Gudiyo se khelna

  • Jhula jhulna

  • Dono pasand the

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. Kuffare Makkah ne Ayesha (ra) aur Rasool (saws) ke umr ke farq ki wajah se unke nikah per bahut ayteraz kiya.

Select one or more of the following:

  • Sahih

  • Galat

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. Ayesha (ra) ka nikah kisne padhaya ?

Select one or more of the following:

  • Abu Bakr (ra)

  • Uthman (ra)

  • Abdullah Bin Umar (ra)

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Mustanad (authentic) riwayat ke mutabiq Ayesha (ra) ka mehr kitna tha ?

Select one or more of the following:

  • 500 dirham

  • 1000 dirham

  • Ek makan

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Ayesha (ra) ke nikah, mehr aur rukhsati se hume kya sikhna chahiye ?

Select one or more of the following:

  • Mehmano ki tawaza apni haisiyat se badh kar kare

  • Mehr zyada rakha jae

  • Shadi ko asan banaya jae

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Ayesha (ra) ke nikah ki wajah se Arab jahiliyat ki kis rasm ka khatma huwa ?

Select one or more of the following:

  • Shawwal mein shadi na karna aur muh bole bhai ki beti se nikah nikah na karna

  • Dulha dulhan ki pehli mulaqat palki mein hona aur rukhsati ke waqt aag jalana

  • Un sari rasomat ka khatma huwa

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Ayesha (ra) ke puchne per Rasool (saws) ne "asaan hisab" ka kya matlab bataya ?

Select one or more of the following:

  • Jis ka hisab na liya jae

  • Jis ki buriyon per giraft na ki jae

  • Jis ki naikion ko nazar andaz kardiya jae

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Mehr muqarar karte waqt kis baat ka lehaz rakha jaega ?

Select one or more of the following:

  • Dulhan ki maali haisiyat

  • Dulhe ki maali hasiyat

  • Muashare ka rujhan (trend)

Explanation