Asiya  Abdul Raoof
Quiz by , created more than 1 year ago

The signs of last hour

926
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof almost 7 years ago
Close

Alamate Qayamat {TEST-5}

Question 1 of 10

1

Q1. Alamate Qayamat padhne ka maqsad kya hai ?

Select one or more of the following:

  • Akhirat ki tayyari

  • Ilm hasil karna chahiye

  • Iska taluq ibadat se hai

Explanation

Question 2 of 10

1

Q2. Hadeeth Rasool (saws) hai "jise apne wade ka lihaz nahi uska koi ______________ nahi"

Select one or more of the following:

  • Deen

  • Dunya

  • Ilm

Explanation

Question 3 of 10

1

Q3. Rehmi rishto se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Padosi

  • Dost ehbab

  • Khooni rishte

Explanation

Question 4 of 10

1

Q4. "Jis ne ___________________ din se zyada apne bhai se tark taluq kiya aur mar gaya toh wo Jahanam mein jaega"

Select one or more of the following:

  • 3

  • 5

  • 7

Explanation

Question 5 of 10

1

Q5. In mein se kya qayamat ki nishani nahi hai ?

Select one or more of the following:

  • Jaan pehchan ke logon ko salam karna

  • Tijarat ka aam hona

  • Jhooti gawahi na dena

Explanation

Question 6 of 10

1

Q6. Harj kya hai ?

Select one or more of the following:

  • Be amali

  • Kudgharzi

  • Qatl

Explanation

Question 7 of 10

1

Q7. Waqt ghat jane se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Din 24 hours se kam reh jaega

  • Waqt mushkil se katega

  • Waqt ka tezi se guzarna

Explanation

Question 8 of 10

1

Q8. Shuh se kya murad hai ?

Select one or more of the following:

  • Dil ki tangi

  • Waqt ki tangi

  • Maal ki tangi

Explanation

Question 9 of 10

1

Q9. Inko shidad ke hisab se tarteeb de
1. Kanjoosi 2. Kudgharzi 3. Bakhili

Select one or more of the following:

  • 1-3-2

  • 1-2-3

  • 3-1-2

Explanation

Question 10 of 10

1

Q10. Qayamat se pehle koun log honge ?

Select one or more of the following:

  • Jhooti gawahi dene wale

  • Sachi gawahi dene wale

  • Dono jawab durust hai

Explanation