Q1. Kounsa padosi humare ache sulook ka zyada mustahiq hai ?
Jo humse acha sulook kare
Jo humse acha sulook na kare
Jiska darwaza humare ghar se zyada nazdeeg hai
Q2. Ayesha (ra) ka khasah / speciality :-
Zahanat aur hafiza
Be sakhtagi / spontaneity
Dono jawab durust hai
Q3. Razai chacha aur Nasbi chacha dono hi mehram rishte hai ?
Sahih
Galat
Q4. Ummul momineen ka ghala ki miqdar badhane ke mutalbe per kounsa waqiah pesh aya ?
Waqiah Ilaa
Waqiah Ifk
Waqiah Tehreem
Q5. Kya cheez Jannat mein le jaegi ?
Humare amal
Humari aulad
Allah ki rehmat
Q6. Badtareen admi wo hai jiski _____________ ki wajah se log us se milna chod de.
Bad aklaaqi
Martabe
Daulat
Q7. Ye kiske alfaz hai "Tum Ayesha (ra) ki hirs na karna wo Abu Bakr Siddique (ra) ki beti hai aur Rasool (saws) ki pyaari hai" :-
Abu Sufyan
Umar (ra)
Uthman (ra)
Q8. "Aur jo log kaam karte hai aur unke dil darte hai ke unhe apne rabb ke pass lautna hai" (surah muminoon 60) Ayesha (ra) ke puchne per Rasool (saws) ne kya farmaya ke ye koun log hai ?
Chori karne wale
Gunah karne wale
Namazi, rozedar aur Allah se darne wale
Q9. Waqiah Ilaa mein Rasool (saws) ne kitne din azwaje mutaharat se a'lehdgi ikhtiyar ki ?
30
29
31
Q10. Munafiqeen ki taraf se Ayesha (ra) per bhutan lagaya gaya. Us waqiah ko kya kaha jata hai ?