Seerah quiz 6

Description

Quiz on Seerah quiz 6, created by Safina qamar Qamar on 10/06/2018.
Safina qamar Qamar
Quiz by Safina qamar Qamar, updated more than 1 year ago
Safina qamar Qamar
Created by Safina qamar Qamar almost 6 years ago
142
0

Resource summary

Question 1

Question
——————-sahabike mukhlisana aur hakimanadawath ke nathije me madina munawarra ka her ghar aqeeda ye touheed se roishan ho gaya.
Answer
  • Khabab bin arith (R .A)
  • Omer bin khathaab(R.A)
  • Musab bin umair(R.A)

Question 2

Question
Allah ke rasool (SWS) ——- sahabi ko syede shohda ka laqab diye.
Answer
  • Saad bin abi wakhaas(R.A)
  • Ali (R.A)
  • Humzah bin abdul muthallib(R.A)

Question 3

Question
Koinse sahabi baek waqt do hath se talwaar chalya kerthe the.
Answer
  • Humza(R.A)
  • Ali(R.A)
  • Omer(R.A)

Question 4

Question
Hazrath omer(R.A) gusse me apni bahen aur bahenoyi ke ghar ka rukh kiye wahan us waqt surah————-ki tilawath ki jarahi thi.
Answer
  • Surah haa qaah
  • Surah sajda
  • Surah taha

Question 5

Question
Habsha mein musalman minority ne hone ke wajeh se
Answer
  • Apne deen se na waqif rahe
  • Islami tahzeeb ko bhool gaye
  • Islaam ki tahzeeb aur ibadath per jame rahe

Question 6

Question
Hijrathain ( duhri hijrath ) ka laqab mila.
Answer
  • Asma bint abu bakker(R.A)
  • Asma binth umais(R.A)
  • Ruqaya binth mohd(SWS)

Question 7

Question
Humza (R.A)ko ek kaneez ne aap(SWS) per ho rahe zulm ki taraf mutawajje kiya.jo unke liye islam qubool kerne ka baes hui.
Answer
  • Omer (RA) ki kaneez lubaina thi
  • Umyya bin khalllaf ki kaneez
  • Abdullah bin jadan ki kaneez thi

Question 8

Question
Hazrath humza (R.A) aur omer (R.A)nabuwath ke kitne saal baad musalmaan hue .......
Answer
  • 5
  • 6
  • 4

Question 9

Question
Omer (R.A) ke qubooliyath e islaam se pehle Aap(SWS) per waar ki niyath se kaba pahonche tho Aap(ssws)———tilawath kee rahe the.
Answer
  • Saurah haa meem
  • Surah hashr
  • Surah haaqah

Question 10

Question
Jab hz.omer (R.A) islaam laye tho islaam zahair hua iski alaaniya dawth di gayi.
Answer
  • True
  • False

Question 11

Question
Shaq e qamar ka waqiya kab hau
Answer
  • Boycott ke baad
  • Boycott se pehle

Question 12

Question
“Omer (R.A) khush ho jayo mujhe ummeed hai ke rasool(sws) ne jummerath ki raath tumhare muthaliq ki thi ke aye Allah umer bin khatthab ya abu jahel bin hishaam ke zariye islaam ko quwwath pahoncha ye wahi hai” ye koinse sahabi ke alfaaz hai........
Answer
  • Hz.HumA (R.A)
  • Hz. Sohaib (R.A)
  • Hz. Khabab bin arat(R.A)

Question 13

Question
Mukammil boycott nabuwath ke ——-year me hua .
Answer
  • 6
  • 8
  • 7

Question 14

Question
Abu lahab, banu hashim aur banu ul muthallib kha muslim ho ya kafir shoob e abi talib me samet aye.
Answer
  • True
  • False

Question 15

Question
Shoobe abi talib me kitne saal mahsoor the?
Answer
  • 3 years
  • 4 years
  • 3 years 3 months
Show full summary Hide full summary

Similar

Finance
pamelamossman
C1 B1 & P1 Test
jodie00
Revolutions and Turmoil: Russia 1905-1917
Emily Faul
Virtue Ethics Edexcel A Level
fstok
Mind Maps with GoConqr
Elysa Din
AQA GCSE Biology B1- Quiz
Ethan Beadling
EOY Revision of Year 8 - Science
Luca Cameron
GCSE geography natural environment
Archie Horwood
CUBAN MISSILE CRISIS
Olivia Andrews
Erosion, Transportation and Deposition quiz - AQA GCSE Geography
chlopandactyl