DAUR-E-QURAN juz 1

Description

Brief interpretation of the QURAN
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 9 years ago
546
0

Resource summary

Question 1

Question
Quran ki tartibi tauqifi kis tarah hui ?
Answer
  • Sahaba ikram ki bahm razamandi say
  • Nabi (s.a.w.s) nay ki
  • Allah (s.w.t) ki batai hui hai

Question 2

Question
"الحمد اللة" mein humeshgi ka ma'na hai. Yeh grammar kay aytebar say :-
Answer
  • Ism
  • Fa'il
  • Dono hosaktay hai

Question 3

Question
Hadith kay mutabiq "Az - Zahrawain (2 chamaknay wali ) suratain kounsi hai ?
Answer
  • Surah Al-Fatiha and Surah Al-Baqarah
  • Surah Al-Baqarah and Surah Al-E-Imran
  • Surah Al-Fatiha and Surah Al-E-Imran

Question 4

Question
Ilm ki bunyad par fazilat mili :-
Answer
  • Insaan ko jinnat par
  • Insaan ko farishton par
  • Farishton ko insaan par

Question 5

Question
Shaitan nay ibaddat aur aytaat mein :-
Answer
  • Ibaddat ki
  • Aytaat ki
  • Dono nahi ki

Question 6

Question
Surah Al-Baqarah mein kis tarah maddad mangnay ka hokum hai ?
Answer
  • Girya guzari karna
  • Sabar aur namaz
  • Subah shaam kay azkaar

Question 7

Question
Yahud par zillat aur maskant kyun tari hui ?
Answer
  • Dunya ki masrufiyaat mein hadd say badh gaye
  • Budd parasti
  • Ladhai jhagdha

Question 8

Question
Yahud kay zawal pazeer honay ki bunyadi wajah kya hai ?
Answer
  • Mann maani karna
  • Deeni ahkamat na manna
  • Hirs wa hawas

Question 9

Question
Yahud kis cheez kay haris thay ?
Answer
  • Maal wa daulat
  • Shuhrat
  • Lambi zindagi

Question 10

Question
Sulaiman (a.s) par kis cheez ka alzaam lagaya gaya ?
Answer
  • Kufr
  • Jadu
  • Qatal

Question 11

Question
Nabi (s.a.w.s) kis nabi ki dua hai ?
Answer
  • Adam (a.s)
  • Ibrahim (a.s)
  • Yaqub (a.s)

Question 12

Question
Ayaat 132 kay mutabiq Ibrahim (a.s) ki tarah , kis nabi nay apnay bachon ko Allah (s.w.t) ki bandagi ki wasiyat ki ?
Answer
  • Ismael (a.s)
  • Yaqub (a.s)
  • Ishaq (a.s)
Show full summary Hide full summary

Similar

Religious Expression
Dhanil Capil
Major World Religions-Islam
Caoimhe O'Connell
AP World History Chapter 7
matthewchand12
Surah al-Fatihah | Word Analysis | Day 1
Al Huda Canada
DAUR-E-QURAN juz 30
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Abasa Quiz
Al Huda Canada
daur-e-quran
Asiya Abdul Raoof
DAUR-E-QURAN juz 12
Asiya Abdul Raoof
Surah al-Naba Quiz
Al Huda Canada
TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof