NAMAZ KE MASAEEL {TEST-10}

Description

The fundamentals of PRAYER
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof about 9 years ago
1919
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Masjid-e-Nabawi mein chiragh hijrat ke kitne saal baad jalaya gaya ?
Answer
  • 2
  • 5
  • 9

Question 2

Question
Q2. Aurton ko masjid mein jane se roka jasakta hai ?
Answer
  • Jee haan
  • Jee nahi
  • Koi harj nahi

Question 3

Question
Q3. Kis sahabiya ne ghar ke akhiri hisse mein apne liye masjid banwai jismein roshan daan (ventilation) na the ?
Answer
  • Umme A'abees (r.a)
  • Umme Humaid Sa'adi (r.a)
  • Umme Ghafaariya (r.a)

Question 4

Question
Q4. Aurton ke liye namaz ki afzaal jagah kya hai ?
Answer
  • Mohalle ki masjid
  • Ghar ka sehan
  • Ghar ka anduroni kamrah

Question 5

Question
Q5. Aurton ko masjid mein jate waqt :-
Answer
  • I'tr lagana chahiye
  • Saadge se jana chahiye
  • Zeenat ka izhaar karna chahiye

Question 6

Question
Q6. Ibraheem Nakha'i kiske ustaad the ?
Answer
  • Imaam Shafiee
  • Imaam Abu Haneefa
  • Imaam Maalik

Question 7

Question
Q7. Aurton ko masjid mein khushboo lagakar ana chahiye.
Answer
  • Ye sahih nahi hai
  • Ye sahih hai
  • Pasandida hai

Question 8

Question
Q8. Saff mein ek :-
Answer
  • Aurat tanha khadi hosakti hai
  • Mard tanha khadaa hosakta hai
  • Dono jawabaat durust hai

Question 9

Question
Q9. Imaam ki ghalati par aurat ko "SUBHAN ALLAH" keh kar itla'a deni chahiye.
Answer
  • Sahih
  • Ghalat
  • Koi harj nahi

Question 10

Question
Q10. Aurat ka azaan dena :-
Answer
  • Sunnat se sabit hai
  • Sunnat se sabit nahi hai
  • Koi harj nahi

Question 11

Question
Q11. Mardon ki behtareen saff __________________ aur aurton ki behtareen saff _________________ hai.
Answer
  • Pehli - Akhiri
  • Akhiri - Pehli
  • Pehli - Pehli

Question 12

Question
Q12. Aurton aur mardon ke tareeqe namaz mein :-
Answer
  • Koi farq nahi
  • Kuch farq maujud hai
  • Wazeh farq hai

Question 13

Question
Q13. Aurton ki namaz ghar mein masjid ke muqable mein zyada afzaal kyun hai ?
Answer
  • Aurton aur mardon ke aazadana mail jhool se bachne ke liye
  • Paakeezgi aur sharam wa haya qaym karne ke liye
  • Dono jawabaat durust hai

Question 14

Question
Q14. Sar ka duppatta kaisa ho ?
Answer
  • Mote kapde ka
  • Bada ho, chahe bareek ho
  • Kaale rang ka ho, toh acha hai

Question 15

Question
Q15. _______________________ ko har namaz ke liye alag wudhu karna chahiye.
Answer
  • Aurton
  • Haizah
  • Mustahaza

Question 16

Question
Q16. Aurton par Jummah ki namaz :-
Answer
  • Farz hai
  • Wajib nahi
  • Wajib hai

Question 17

Question
Q17. Haizah ko qaza karna hogi.
Answer
  • Namazo ki
  • Rozon ki
  • Dono ki

Question 18

Question
Q18. Kis sahabiya ne apne shohar ko apna behtareen bagh sadq karne par kaha tha ke "aap ne bahut acha sauda kiya hai"
Answer
  • Umme Aus (r.a)
  • Umme Saif (r.a)
  • Umme Dardaa (r.a)

Question 19

Question
Q19. Aisha (r.a) ne farmaya ke "Agar aaj Allah ke Rasool (s.a.w.s) hote toh :-
Answer
  • Aurton ko is tarah dekhte toh, masjid mein ane par papandi laga dete
  • Aurton ko masjid mein ane se rokne walon ki khabar lete
  • Aurton ko masjid mein namaz ka hokum dete

Question 20

Question
Q20. Taashahud mein baitne ko ______________________________ kehte hai.
Answer
  • Qaidah
  • Qiyam
  • Qaumah
Show full summary Hide full summary

Similar

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-2}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-5}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-4}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-8}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-13}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-18}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-12}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-14}
Asiya Abdul Raoof
NAMAZ KE MASAEEL {TEST-1}
Asiya Abdul Raoof