Qasas al quran quiz 2

Description

Quiz on Qasas al quran quiz 2, created by Asiya Abdul Raoof on 27/05/2017.
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
2552
1

Resource summary

Question 1

Question
Jibreel Alahissalam ke nam mein se kaunsa nam sahih {nahin} hai
Answer
  • Ruh alqudus
  • Ruh alameen
  • Dahiyah Qalbi

Question 2

Question
Jibreel alhysissalam ko Waraqah bin naufal ne kis nam se zikr aaya
Answer
  • Namoos
  • Ruh al qudus

Question 3

Question
Jibreel alhyssislam kis sahabi ke shakal mein aate the
Answer
  • Abu bakr siddeeq R
  • Dahiyah qalbiR
  • Umar R

Question 4

Question
Allah ke rasool S ne Jibreel alhyssalm ko kitni martaba asal shakal mein dekha
Answer
  • 2
  • 3
  • 4

Question 5

Question
Aap S ne Jibreel e ameen ke liye kaunse alfaz istemal kiye
Answer
  • alayhissalam
  • salAllahualayhiwasallam
  • RadiyaAllahanh

Question 6

Question
Jibreel eameen ko jab aapne aasman par ekha toh unke ekitne par the
Answer
  • 500
  • 600

Question 7

Question
Kaunsi hadith sunane ke liye jibreel e ameen khud aaye the
Answer
  • hadith-e-ahsan
  • hadith-e-salam

Question 8

Question
Um-e-Aiman kiyoon rone lagi
Answer
  • kiyoon Aap S ki wafat hogayi
  • unko kuch takleef horahi thi
  • Jibreel-e-ameen ka wahi lekar aana band ho gaya

Question 9

Question
Allah taala jab kisi bande se muhabbat karte hain toh kisse kahte hain ke tu bhi usse muhabbat karo
Answer
  • Mikael alahyssalam
  • Israfeel alahyssalam
  • jibreel alhayssisalm

Question 10

Question
Farishte kin logon par utarte hain?
Answer
  • Aam logon par
  • Jo log iman mein sabit qadam rahe aur isteqamat dikhae
  • A and B donon ghalat hain
Show full summary Hide full summary

Similar

Basic Insurance Concepts & Principles - exampdfs 01
shuiziliu
AS biology Exchange and transport flashcards
jenna.ridley
French Tense Endings
James Hoyle
GCSE AQA Biology - Unit 2
James Jolliffe
Certification Prep_1
Tonya Franklin
GCSE French - The Environment
Abby B
Chemistry Rates of Reaction Revision
11mzroser
GCSE REVISION TIMETABLE
neharaniga
Primary School Mathematics
lara.greenberg
An Inspector Calls Revision Notes
Noor Sohail
Část 3.
Gábi Krsková