null
US
Sign In
Sign Up for Free
Sign Up
We have detected that Javascript is not enabled in your browser. The dynamic nature of our site means that Javascript must be enabled to function properly. Please read our
terms and conditions
for more information.
Next up
Copy and Edit
You need to log in to complete this action!
Register for Free
9247748
Qasasulquran quiz 13
Description
Quiz on Qasasulquran quiz 13 , created by Asiya Abdul Raoof on 07/06/2017.
Quiz by
Asiya Abdul Raoof
, updated more than 1 year ago
More
Less
Created by
Asiya Abdul Raoof
over 7 years ago
2286
0
0
Resource summary
Question 1
Question
Bani israel is naam se kyun mashhoor hue ?
Answer
kyunke yeh unka naam tha
ye unke rasool ka laqab tha
ye Yaqub A.S ke aulad mein se the aur Yaqub A.S ka laqab Israel tha
Question 2
Question
Israel ka matlab hai
Answer
Abdullah
Allah ka bandah
Donon jawab durust hain
Question 3
Question
Bani israel ka pehla urooj ka daur konsa tha ?
Answer
Sulaiman A.S
Uzair A.S
Yaushe bin noon, Dawud A.S, Sulaiman A.S
Question 4
Question
Bani israel zawal mein kyun mubtela hue ?
Answer
Unhon ne Allah tala ki kitab ko bhula diya tha
Fahashi be hayayi aam hogayi thi
deen ka mazak bana liya tha
diye gaye tamaam jawabaat jawab durust hai
Question 5
Question
Dobara Urooj unhen kaise hasil hua ?
Answer
Kyunke wo bahut duaen karte the
maujeze ke zariye se hua (miracle)
Uzair A.S ne taurat likha unki islah thi tab unhon ne tauba ki
Question 6
Question
KIs kis ne bani israel par hamla kiya aur unko nuqsan pahunchaya ?
Answer
A). Abraha ne
B) Bukht nasar
C) Teetas ne
B aur C durust hai
Question 7
Question
Qaumein kyun zawal ka shikar hoti hai ?
Answer
Unke andar akhlaqi girawat aajati hai
Gunah aur behayayi aam hojati hai
Apni halat ko badalne ka koi jazba nahi rehta
diye gaye tamaam jawabaat durust hai
Question 8
Question
Aaj ummate muslimah kis tarah apna izzat wala muqam hasil karsakti hai ?
Answer
Sahaba ikram ke waqiyat padh kar
apna talent maal aur waqt is rah mein lagakar
Donon jawab durust hai
Question 9
Question
Umar R.A kis baat par ro padhe the ?
Answer
Msalmanon ko victory mili isliye
Wo fikarmand the ke Urooj ke baad zawal bhi hai
Donon jawab durust hai
Question 10
Question
Ham is kaam mein apna hisse kaise daal sakte hain ?
Answer
Apne bachon ki sahi tarbiyat karke
hamare paas jo talent hai use Allah tala ke rah laga ke
donon durust hai
Show full summary
Hide full summary
Want to create your own
Quizzes
for
free
with GoConqr?
Learn more
.
Similar
CHEMISTRY C1 1
x_clairey_x
CHEMISTRY C1 6
x_clairey_x
AQA GCSE Biology Unit 2.3
Matthew T
Biology 1 Keeping Healthy Core GCSE
Chloe Roberts
Structure of the League of Nations
saskiamitchell.19
History- Religion and medicine
gemma.bell
Biology (B3)
Sian Griffiths
Frankenstein - Mary Shelley
Johnny Hammer
World War I
Lydia Klein
2PR101 1.test - 9. část
Nikola Truong
mi mapa conceptual
Gloria Romero
Browse Library