Seerate Sahaba & Sahabiyat {TEST-15}

Description

Their lives, inspirations & legacy
Asiya  Abdul Raoof
Quiz by Asiya Abdul Raoof, updated more than 1 year ago
Asiya  Abdul Raoof
Created by Asiya Abdul Raoof over 7 years ago
592
0

Resource summary

Question 1

Question
Q1. Ali (ra) ki khilafat ki bait kahan ki gayi ?
Answer
  • Masjid
  • Unke ghar per
  • Talha (ra) ke ghar per

Question 2

Question
Q2. Ali (ra) ne kis ghazwae mein mubarizat (begining) ki ?
Answer
  • Badr
  • Tabuk
  • Jamal

Question 3

Question
Q3. Ali (ra) ke qaul ke mutabiq Alim ke khula (gap) ko koun par karsakta hai ?
Answer
  • Sakhi
  • Talibe ilm
  • Usi tarah ka dusra Alim

Question 4

Question
Q4. Ali (ra) ne farmaya ke "akhirat ka safar taweel hai ye raat ke waqt chalne se hi katega". Usse unki kya murad thi ?
Answer
  • Raat ka ghasht
  • Tahajud ka ehtemam
  • Jannat ka rasta andhero se bhara huwa hai

Question 5

Question
Q5. Urs wa mele ka riwaj Islam ki ibteda ke kitne saal baad padha ?
Answer
  • 300 saal baad
  • 200 saal baad
  • 100 saal baad

Question 6

Question
Q6. Ali (ra) ne farmaya "_________________ kabhi Allah ki rehmat se mayus nahi hote"
Answer
  • Alim
  • Sakhi
  • Dono jawabat durust hai

Question 7

Question
Q7. Ali (ra) ki fauj mein kitne sahabi shamil the ?
Answer
  • 1000
  • 200
  • 500

Question 8

Question
Q8. Jang-e-Jamal mein kitne log mare gae ?
Answer
  • 100-200
  • 500
  • 15000

Question 9

Question
Q9. Ammar Bin Yasir (ra) kis jang mein shahid huwe ?
Answer
  • Siffin
  • Jamal
  • Mustaliq

Question 10

Question
Q10. Khawarij kiske khilaf the ?
Answer
  • Ali (ra)
  • Muawiya (ra)
  • Dono jawabat durust hai
Show full summary Hide full summary

Similar

Weimar Revision
Tom Mitchell
Hitler and the Nazi Party (1919-23)
Adam Collinge
History of Medicine: Ancient Ideas
James McConnell
GCSE History – Social Impact of the Nazi State in 1945
Ben C
Conferences of the Cold War
Alina A
Bay of Pigs Invasion : April 1961
Alina A
The Berlin Crisis
Alina A
Using GoConqr to study History
Sarah Egan
Germany 1918-39
Cam Burke
History- Medicine through time key figures
gemma.bell
The Weimar Republic, 1919-1929
shann.w