Pregunta 1
Pregunta
Gazwa e Tabuk ka lashkar me kithne sahabi the?
Pregunta 2
Pregunta
Gazwa e Tabuk ke lashkar ka sabse bada parcham kise sounpa gaya?
Respuesta
-
Abu Bakr Siddique
-
Ali ibn talib
-
Abbas r.a
Pregunta 3
Pregunta
Qoume samud ke paas kounse Rasool.bheje gaye the?
Respuesta
-
Saleh a.s
-
Lut a.s
-
Moosa a.s
Pregunta 4
Pregunta
Rasoolallah s.a.w ne masjid e. Ziraar ko jalane ka hukum diya?
Pregunta 5
Pregunta
Gazwa e Hunain me Aap s.a.w ne kis se zire udhar lee thi?
Respuesta
-
Safwaan bin Umaiyyah
-
Suhail bin amr
-
Abu sufyaan
Pregunta 6
Pregunta
Gazwa e Hunain ke baad Rasoolallah s.a.w ne kise makkah mukarramah ka muazzin mukharar kiya?
Respuesta
-
Abu Mahzoora
-
Bilaal r.a
-
Abu Hurairah
Pregunta 7
Pregunta
Markaa e muattha ke sariye me koune sahabi ki kamaan me fatheh haasil hui?
Respuesta
-
Khaled bin waleed
-
Zaid bin Haaris
-
Jaffer bin abu talib
Pregunta 8
Pregunta
Aap s.a.w ne fatheh Makkah ki namaaz kiske ghar padhi?
Respuesta
-
Umme Hani
-
Umme Sulem
-
Hinda
Pregunta 9
Pregunta
Thakleef ko mouqe par hame kya kahna chahiye?
Respuesta
-
Bismillah
-
Ouch
-
Alhumdulillah
Pregunta 10
Pregunta
RasoolAllah s.a.w ne Madinah me kiski gayabana namaz e janaza padhai?
Respuesta
-
Najashi
-
Kulsum r.a
-
Abdullah bin obaiy