1. Behtereen Salaam kya hai ?
Jannewale ko Salaam karna.
Anjaan logon ko Salaam karna.
Jaannewale aur anjaan dono ko Salaam karna.
2. Qurbe Qayamat log kinse ilm haasil karenge ?
Ulama se.
Jaahilon se.
Zaheen logon se
3. Qayamat ke qareeb sabse kamina aur ____________ aadmi sabse muazzaz samjha jayega.
Ahmaq
Zaheen
Ghareeb
4. Qayamat ki alaamat hai ki aadmi ____________ se guzrega lekin 2 rakaat namaz ada nahi karega
Bazaar
Ghar
Masjid
5. Alaamaate Qayamat mein se hai ki Waada aur Amanat ______________ ho jayenge.
Khalt Malt(Mixed up)
Alag Alag
Mazboot
6. Qayamat ke qareeb log kaise honge ?
Sache
Amanatdaar
Bigde huay
7. Hadith ka Mafhoom: Jab log Deen ki Dawat ka kaam chod denge to kya hoga ?
A) Allah ka Azaab aayega.
B) Duaaein qubool na hongi.
C) A aur B dono sahi hain.
8. Kaunse rang(colour) se baalon ko rangna mana hai ?
Surkh(Red)
Brown
Black
9. Insaan ki kaunsi khwahish (desire) hamesha jawaan rehti hai jabki wo khud bhooda(old) ho jaata hai ?
Maal aur lambi umar ki khwahish.
Maal ki Khwahish.
Lambi umar ki khwahish.
10. Humein baal rangne(hair colour) ke muamlay mein kiski mukhalifat(oppose) ka hukum mila hai ?
Yahud
But-parast
Aatish-parast