Q1. Hafsa (ra) ke pehle shohar kis gazwae mein shadeed zakhmi huwe aur bil akhir shahid hogae ?
Badr
Uhud
Khaybar
Q2. Harisatul Quran :-
Zainab Binte Jahash (ra)
Zainab Binte Khuzaima (ra)
Hafsa (ra)
Q3. Hafsa (ra) ne kis se likhna seekha ?
Shifa Binte Abdullah (ra)
Ayesha (ra)
Umme Salma (ra)
Q4. Likhne padhne ki khoobi ki wajah se unko kya sharf hasil huwa ?
Quran ka nuskha rakhwaya gaya
Ahadeeth ka nuskha rakhwaya gaya
Q5. Hafsa (ra) ka inteqal kis umr mein huwa ?
63
33
43
Q6. Ummul Masakeen :-
Q7. Zainab Binte Khuzaima (ra) ke harm Nabi (saws) mein ane se pehle koun unke shohar the ?
Abdullah Bin Jahash (ra)
Abdullah Bin Umar (ra)
Zaid Bin Haritha (ra)
Q8. Zainab Binte Khuzaima (ra) ka mehr :-
400 dirham
1000 dirham
100 dirham
Q9. Inse koi hadeeth marvi nahi :-
Sauda (ra)
Q10. Rasool (saws) ki zindagi mein inteqal karne wali ummul momineen :-