Q1. Is badbakht tareen admi ka naam batae jisne sajde ki halat mein Rasool (saws) ki peet per unt ki ojdhi dali thi ?
Abu Jahl
Uqbah Bin Abi Muit
Ubay Bin Khalf
Q2. Rasool (saws) ne ye kis mauqe per farmaya ke Fatima (ra), Ali (ra) aur unke bete mere ahle bayt hai ?
Wafd Najran se mubahile ke mauqe per
Ghazwae Hunain ke baad Taif ke muhasire ke mauqe per
Ashab Bair Mamona ke saath dhoke ke mauqe per
Q3. Ahle Bayt ko Makkah se Madina hijrat ke liye Rasool (saws) ne kisko Makkah rawana kiya ?
Zaid Bin Haritha (ra)
Bilaal (ra)
Ammar Bin Yasir (ra)
Q4. Ali (ra) ko kisne mashwara diya ke wo Fatima (ra) ka rishta maange ?
Abu Bakr (ra) & Uthman (ra)
Abu Bakr (ra) & Umar (ra)
Umar (ra) & Uthman (ra)
Q5. Nikah ke mauqe per Ali (ra) se unki zira kisne karidi ?
Abu Bakr (ra)
Umar (ra)
Uthman (ra)
Q6. 33 bar subah Allah, 33 bar Alhamdulilah aur 34 bar Allahu Akbar ko kya kehte hai ?
Tasbeehate Namaz
Tasbeehate Fatima (ra)
Tasbeehate Ali (ra)
Q7. Fatima (ra) ko Habsha mein aurton ke janaze ko le jane ka tareeqa kisne bataya ?
Asma Binte Umais (ra)
Umme Habibah (ra)
Umme Salma (ra)
Q8. Fatima (ra) se kitni ahadeeth marwi hai ?
5
10
18
Q9. Fatima (ra) ki seerat ki khoobsurti ki wajah se unke chehre per ek noorani chamak thi. Uski wajah se unko kis laqb se nawaza gaya ?
Zehra
Zahida
Zakiya
Q10. Kis mauqe per Fatima (ra) ne Rasool (saws) ke zakham per chatai jala kar rakh lagai ?
Safar Taif
Ghazwae Uhud
Ghazwae Banu Mustalaq