Q1. Abdullah Bin Masood (ra) ki jismani sakhat kaisi thi ?
Mote taze
Darmiyani jasamat
Duble patle
Q2. Abdullah Bin Masood (ra) kiski bakriya charaya karte the ?
Uqba Bin Abi Muit
Waleed Bin Mughirah
Abu Sufyan
Q3. Abdullah Bin Masood (ra) kitne saal ki umr mein Islam laye ?
17
19
11
Q4. Islam lane walon mein Abdullah Bin Masood (ra) ka number kya tha ?
6
22
25
Q5. Kabatul Allah ke samne pehli bar Quran padhne ka sharf Abdullah Bin Masood (ra)ko hasil huwa. Unho ne kis surah ki tilawat ki ?
Ar Rahman
Al Ikhlas
Al Anaam
Q6. Abdullah Bin Masood (ra) ko kitni hijrato ka sharf hasil huwa ?
1
2
Koi hijrat nahi ki
Q7. Muaz Bin Jabal (ra) se unka rishta kya tha ?
Muakhati bhai
Mamu
Chacha
Q7. Log Rasool (saws) ki khidmat karne ki wajah se Abdullah Bin Masood (ra) ko kya kehte the ?
Sahibe Nalain
Sahibe Maal
Sahibe Islam
Q9. Rasool (saws) ne Abu Jahl ko kya farmaya ?
Meri ummat ka Firaun
Meri ummat ka Namrud
Meri ummat ka Qaroon
Q10. Rasool (saws) ne ek mauqe per farmaya ke "Abdullah Bin Masood (ra) ki _______________________ ka wazan qayamat ke din Uhud pahad se bhi bhari hoga"
Bazon
Kandon
Pindlion