Q1. Quran kiske liye hidayat hai ?
Ulma
Ahbar
Muttaqeen
Q2. Ghaib per imaan lane se kya murad hai ?
Dekh ker imaan lana
Baghair dekhe imaan lana
Pakka imaan lana
Q3. Yaqeen aur imaan mein kya farq hai ?
Koi farq nahi
Imaan yaqeen se qawi hai
Yaqeen mein zara bhi shak nahi hota
Q4. إِنَّ ka ma'na kya hai ?
Agar
Kyu nahi
Beshak
Q5. Kis cheez ki ghehrai mein jakar uski malumat hasil karna :-
Ilm
Tadabbur
Amal
Q6. Kisi cheez per mohar lagne ke liye kya lafz istemal huwa hai ?
خَتَمَ
غِشَاوَةٌ
مَّرَضٌ
Q7. الْمُفْلِحُونَ ka kya ma'na hai ?
Khushi pane wale
Kamyabi pane wale
Darne wale
Q8. Kinko darana ya na darana barabar hai ?
Kafireen
Munafiqeen
Q9. Munafiqeen kisko dhoka dete hai ?
Momineen
Rasool (saws)
Apne aap ko
Q10. Koun sha'ur nahi rakhte ?