Q1: Ek Shakhs jisne aag jalayi aur usse maahoul roushan ho gaya...Roushni se kya murad hai ?
Mohabbat
itaat
wahi
Q2: Allah Tala unka Noor le gaya...Ye kaun log hain ?
Kaafir
Awwal darje ke Munafiq
Dusre darje ke Munafiq
Q3: Taiz baarish aur kadak mein kaano mein kaun log ungliyan daal lete hain ?
Q4: Jo log Roushni mein chal padte hain aur andhere mein ruk jaate hain ye kaun log hain ?
Imaan na laanewale
Kamzor Imaanwale
Mazboot Imaanwale
Q5: Logon ko kya challenge diya gaya hai ?
Rasoolon ko rokkar dikhaao
Quran ki tarah koi Surat le aao
Q6: Jahannum ki aag ka indhan(fuel) kya hai ?
Pahaad
But (Idols)
Insaan aur Patthar
Q7: Kin logon ko khushkhabri di gayi hai ?
1) Imaan laanewalon ko
2) Ache Aamaal karnewalon ko
3) 1 + 2 dono sahi hai
Q8: Allah tala kiski misaal dene se nahi sharmata ?
Makkhi(A fly)
Machchar(A mosquito)
Makdi(A spider)
Q9: Allah tala ke hudood ko todnewalon ke liye kya lafz istemaal hota hai ?
Fasiqeen
Kaafirteen
Munafiqeen
Q10: In Ayaat mein Faasiq ki kya nishani bataai gayi hai ?
1) Rishton ko kaat-te hain
2) jhoot bolte hain