Q1. Allah ko subse zyada napasandida koun hai ?
Sabse zyada jaghralu
Sabse zyada ziddi
Sabse zyada jhoota
Q2. Agar koi shaks 12 zil hijjah ko Mina se wapis jana chahta hai toh usko kis waqt Mina se nikalna chahiye ?
Suraj ghuroob hone ke waqt
Suraj ghuroob hone se pehle
Suraj ghuroob hone ke baad
Q3. Kis ibadat mein tamaam ibadat jama kardi gai hai ?
Hajj
Namaz
Roza
Q4. Kis cheez ko zameen per fasad kaha gaya hai ?
Nasal ko khatam karna
Kheti ko khatam karna
Dono jawab durust hai
Q5. "Islam mein pure ke pure dakhil ho jao" se kya murad hai ?
Zahiri huliya Islam ke mutabiq ho
Ibadat karna zyada se zyada
Mukammal shariyat ko follow karna
Q6. Kis cheez ki misaal se ibrat hasil karna behtar hai ?
Zinda qaum
Isaar e qadeema
Q7. Makkah se hijrat karne wale kis sahabi ke barey meinRasool Allah (saws) ne farmaya ke "tumne achi tijarat ki" ?
Suhaib Roomi (ra)
Abdur Rahman Bin Auf (ra)
Abdullah Bin Salaam (ra)
Q8. Allah kis ka rizq faragh karta hai ?
Kafiro ka
Musalmano ka
Jisko wo chahta hai
Q9. Ilm ke bawajood inkar ki wajah kya hoti hai ?
Takabbur
Hatt dharmi
Q10. Kis sadqe ko chupa kar dena chahiye ?
Zakat
Nafli sadqaat
Ghar walon per karch karna