Este test está cronometrado.
Tienes 20 minutos para completar 20 preguntas de este test.
Aap ( sws) ko wahi ka aaghaaz
40 years me hua
42 years me hua
40 years 6 months me hua
Subse pehli wahi
Surah muddassir ki 5 ayathen
Surah muzzamil ki 5 ayathen
Surah alaq ki 5 ayathen
Khadija (rz) aap (sws) ko apne chachere bhai ke paas le gaye the.
Baaz waqt farishtha ek sahabi ki shakel me athe the.
Wahi ki sub se saqt surath koinsi hothi
Khwaab
Ghanti ki tan tanane ki tarha
Farishtha asal shakal me aye waqt
Aap (sws) farishthe ko uski aslu paidaishi shakel me kitne dafa dekhe
2
1
3
Wahi ki itni details jaanna isliye zaaroori hai ke hume malum ho jaye ke quran Allah ke rasool(sws) ka kalam hai
Dusri wahi
Surah qalam ki ayathen
Surah muddassir ki ayathen
Surah alaq ki ayathen
Nabiyun ke baad kisi insaan ki fazeelath hi sakthi hai tho wo
Omer farooq (rz)
Othmaan (rz)
Abu bakker siddiq(rz)
Islaam ki raah me subse pehle khoon baha wo ———————— ka hai, jo namaaz padhne ki wajeh se baha....
Saad bi maaz (rz)
Saad bin jabal(rz)
Saad bi abi wakhaas (rz)
Khufiya tableegh ke daur me ka ghar islami mashware ke liye tha.
Islam ki dawath me jo subse zyada muqalifath ki.
Abu jahal
Abu lahab
Waleed bin mughaira
Izhaar e dawth ka pehla hukm jo nazil hua wo ——————-ki ayathen hai.
Surah shoora
Surah shuara
Surah shams
Waleed bin mughaira ka zikr koinse surah me hua
Surah mumthahinna
Surah muzzammil
Surah muddassir
Nabi (sws) ki dawath, nabuwath sirf musalmano tak mahdood thi.
Aap(sws) ne farmaya .... ager kisi ko esa(As) ka zuhad dekhna ho tho—————-ko dekhle.
Abu syeed qudri (rz)
Abu zer ghaffari (rz)
Logo ko Aap(sws) ki bath sunne se rokne ke liye kahaniyan, rusthum wa isfindiyaar ke qisse seekh ker aya kerthe tha ......
Nazer bin harees
Umayya bin khallaf
Ibraheem (As) aur Looth(As) ke baad ye pehla juda tha jinhone hijrath e habsha ki
Musab(rz)
Bilal(rz)
Osmaan(rz)
Islaam me complete family jo shaheed hui
Amr bin al-aas ki
Amr bin fuheera ki
Ammar bin yasir ki
Abu bakker siddiq(rz) in sub ghulaam ki khareed ker azaad kiye....
Hazrath bilal(rz),Aamer bin fuheera(rz)& abu fakeha(rz)
Hazrath bilal(rz),Aamer bin fuheera(rz),abu fakeha(rz) & khabbab bin arith (rz)
Hazrath bilal(rz) & Aamer bin fuheera(rz)