Q1. Kis mehfil ko farishte gher lete hai ?
Ilm ki majlis
Nikah ki majlis
Valeema ki majlis
Q2. ___________________ se farishte is liye muhabbat karte hain kyu ke wo is ilm se muhabbat karte hain jo wo hasil karta hai
Talib e ilm
Imaam
Ustaad
Q3. Jo shaks is liye masjid gaya ke neeki seekhe ya neeki sikhaya to isko kitna ajr ata hota hai ?
Aik hajj ka
Aik umrah ka
Aik roze ka
Q4. Rasool (saws) ki wasiyat per amal karne wala koun hai ?
Ilm hasil karne wala
Zakat dene wala
Namaz padhne wala
Q5. Rasool (saws) ko _______________ki kasrat ___________ ki kasrat se zyada pasand hai.
Ilm - amal
Ilm - ibadat
Ibadat - amal
Q6. Quran apne baaz hisse ki tafseer khud karta hai.
True
False
Q7. Islam ki bunyaadi masadir (sources)
Quran o sunnah
Zaeef ahadeeth
Saheeh ahadeeth
Q8. Kis ke baghair Quran ko samjha nahi ja sakta ?
Ibaadat
Taqwa
Ahadeeth
Q9. Surah kahaf ki pehli 10 ayat yaad karne wala kis fitne se mehfooz rahega ?
Fitna yajooj majooj
Fitna e maut
Fitna e dajjal
Q10. Jisne __________ ke din surah kahaf padhi Allah agle ____________ tak uske liye aik noor roshan kar deta hai.
Jumerat ki raat
Jumme ki raat
Peer