Duniya ko hi sab kuch samajhna / duniya pe bharosa karna
Shirk
Gunah
buri baat
''Tabida" ke kya ma'ane hain?
Barbad
Hara bhara
Khubsurat
Baagh ke malik pe kis ne zulm kiya?
Allah swt
Farishton ne
Us ne khud
Jo duniya mein nawaza jata hai wo aakhirat mein bhi nawaza jayega.
True
False
Baagh ke malik ka akhirat ke bare mein kaisa rawaiya tha?
Sanjeeda (serious)
Bahot zyada sanjeeda
Tamaskhurana (non serious)
Duniya mein nawaza jaana kis baat ki alamat hai?
Allah ki aazmaish
Allah ki razamandi
Bande ka nek hona
"Ana" (ego) ka lafz kis ne sab se pehle istemaal kiya?
Shaitan
Insan
Farishte
Baagh ke malik ko Allah swt ne kitne aur kaise baagh se nawaza tha?
2 bekaar baagh
2 behtareen baagh
1 shandaar baagh
Baagh ke malik ne kya gumaan kiya?
Duniya hi ki tarah aakhirat mein bhi nematen milengi
Duniya se behtar aakhirat mein nematen milengi
Duniya hi ki tarha aakhirat mein nematen nahi milengi
Baagh mein paani dena kaise aasaan tha?
Barish khoob hoti thi
Baagh mein hi naher thi
Aas paas pani maujood tha