Quran se wazeh taur pe pata chalta hai ke khidar AS nabi the.
True
False
Khidar ke maane
Green
Chamakna
Hamesha zinda rehna
Hadith ka mafhoom : jo ilm ke raste pe chalta hai wo _________ ke kisi raste pe chalta hai.
Jannat
Bhalai
Falah
Musa AS ke saat kaun the?
Yoshe bin noon AS
Haroon AS
Zulqarnain
Rasool Allah saw ke daur me Musa AS aur khidar AS ka waqya khas taur pe kis ke sabaq ke liye bayan kiya gaya?
Yahood
mushrikeen
Ulama
Musa AS ke saathi ko nubuwat se bhi nawaza gaya.
Safar mein Musa AS aur unke saathi ne kya saat liya?
Machli
Kabootar
Bakri
Musa AS ka safar kis baat ki alamat tha?
Aajzi
Muqabla
Tadabbur e kainaat
Musa AS ke saathi ne apne bhool jane ko kis ki taraf mansoob kiya?
Allah swt
Shaitaan
Khud apni taraf
Ilm e hadith mein ilm ki talash mein safar ko kya kaha jata hai?
Rehlah
Naimah
Fatah