In mein se kaunsi statement sahi hai?
Musa AS aur Khizar AS apne apne diye gaye ilm ke mahir the.
Musa AS ka ilm bahot kam tha
Musa AS, Khizar AS se zyada ilmwale the
Baaz auqaat insan ko apne uper iqtiyaar nahi rehta aur wo jante bujhte ghalti kar jata hai jaise ke ...
Musa AS
Khizar AS
In mein se koi nahi
Musa AS ne Khizar AS ko basti walon ke liye kya mashwara diya?
Inko bad dua dein
Inko tableegh karein
In se ujrat (wage) lein
Khazana kahan dafan tha?
Darakht ke neeche
Deewar ke neeche
Pahad ke neeche
Allah kin ko dheel deta hai phir achanak rassi kheench leta hai?
Haq ko talash karnewale
Momin
Zalim
Ayat ke mutabik Khizar AS ko kya kya ata huwa tha?
Ilm aur rehmat
Ilm aur sabr
Ilm aur ikhlaq
Rushd wale ulama ki sohbat se kya hasil hota hai?
Ilm e ghaib
Ilm e duniya
Husn e ikhlaq
Ustad, talib e ilm ko halki phulki saza de sakta hai.
True
False
_______ mein raub o dabdaba aur ______ mein adab hona lazim hai.
Ustaad, talib e ilm
Padosi, dost
Moniter, saathi
Ilm hasil karne ke liye sab se pehli shart kya hai?
sabr
Nafil namaz
Nafil roze