Shabana Rupani
Test por , creado hace más de 1 año

TRANSLATION & TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN

515
0
0
Shabana Rupani
Creado por Shabana Rupani hace alrededor de 5 años
Cerrar

QURANIC GEMS QUIZ JUZ 1-2-3

Pregunta 1 de 14

1

Q1) ____________ aur ________________ aise do tohfe hain jo kisi aur Ummat ko isse pehle nahi mile the

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Surah Kahf aur Surah Fatihah

  • Surah Yaseen aur Surah Fatihah

  • Surah Baarah ki aakhri do ayatein aur Surah Fatihah

Explicación

Pregunta 2 de 14

1

Q2) Surah Baqarah ki Tilawat aur Samaat(listening) _________________ ka behtereen ilaaj hai

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Bimaariyon(diseases)

  • Jadoo(magic)

Explicación

Pregunta 3 de 14

1

Q3) Quran mein Surah Aale Imran mein ek Maa(mother) ki badi qurbani ka zikr hai

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Maryam (AS)

  • Asiyah(AS)

  • Maryam(AS) ki Maa

Explicación

Pregunta 4 de 14

1

Q4) Lafz Maryam ke maani kya hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Nek(pious)

  • Roze rakhnewali

  • Ibadatguzaar

Explicación

Pregunta 5 de 14

1

Q5) Qiyamat ke din Surah Aale Imran apne padhnewalon ki maghfirat ke liye Allah tala se jhagda karegi

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • True

  • False

Explicación

Pregunta 6 de 14

1

Q6) Lafz "Birr" ka Dictionary maani kya hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Ghana Jungle

  • Samandar

  • Aasmaan

  • Mitti

Explicación

Pregunta 7 de 14

1

Q7) Kuffare Makkah kis cheez ko neki samajhte the ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Umrah ke baad ghar ke peeche ke darwaze se daakhil hona

  • Umrah ke baad ghar ke saamne ke darwaze se dakhil hona

  • Ehraam bandhne ke baad ghar ke peeche ke darwaaze se daakhil hona

  • Ehraam bandhne ke baad ghar ke saamne ke darwaze se daakhil hona

Explicación

Pregunta 8 de 14

1

Q8) Neki ye hai ki ________

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Jumuah ke din kurta pyjama pehenna

  • Aakhirat per, kitabon per, Farishton per yaqeen
    Namaz kaayam karna aur Zakaat dena

  • Naye ghar mein Quran Khwaani karwana

Explicación

Pregunta 9 de 14

1

Q9) Culture ko Deen ka naam dekar follow karwaya jaa raha hai. Is wajah se Deen follow karna mushkil ho jaata hai .

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • True

  • False

Explicación

Pregunta 10 de 14

1

Q10) Quran aisi Kitab hai jisne Makkah ke _______________ mein change laaya tha

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Musalman

  • Mushrikeen-e-Makkah

  • All of above

  • None of above

Explicación

Pregunta 11 de 14

1

Q11) Quran padhne ke adab......

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Neeyat khaalis ho

  • Allah ke ehkaamaat ki manmaani taweel karna

  • Ehkamaaat per amal nahi karna

Explicación

Pregunta 12 de 14

1

Q12) Quran padhkar seedha Rooh per asar hota hai

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • True

  • False

Explicación

Pregunta 13 de 14

1

Q13) Ye Kitaab ek hidayat hai.....

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Munafiqon ke liye

  • Mushrikeen ke liye

  • Mumineen ke liye

  • Muttaqiyon ke liye

Explicación

Pregunta 14 de 14

1

Q14) Quran Allah tal ka kalaam hai jismein ghalti ka koi imkaan nahi

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • True

  • False

Explicación