Q1) ____________ aur ________________ aise do tohfe hain jo kisi aur Ummat ko isse pehle nahi mile the
Surah Kahf aur Surah Fatihah
Surah Yaseen aur Surah Fatihah
Surah Baarah ki aakhri do ayatein aur Surah Fatihah
Q2) Surah Baqarah ki Tilawat aur Samaat(listening) _________________ ka behtereen ilaaj hai
Bimaariyon(diseases)
Jadoo(magic)
Q3) Quran mein Surah Aale Imran mein ek Maa(mother) ki badi qurbani ka zikr hai
Maryam (AS)
Asiyah(AS)
Maryam(AS) ki Maa
Q4) Lafz Maryam ke maani kya hai ?
Nek(pious)
Roze rakhnewali
Ibadatguzaar
Q5) Qiyamat ke din Surah Aale Imran apne padhnewalon ki maghfirat ke liye Allah tala se jhagda karegi
True
False
Q6) Lafz "Birr" ka Dictionary maani kya hai ?
Ghana Jungle
Samandar
Aasmaan
Mitti
Q7) Kuffare Makkah kis cheez ko neki samajhte the ?
Umrah ke baad ghar ke peeche ke darwaze se daakhil hona
Umrah ke baad ghar ke saamne ke darwaze se dakhil hona
Ehraam bandhne ke baad ghar ke peeche ke darwaaze se daakhil hona
Ehraam bandhne ke baad ghar ke saamne ke darwaze se daakhil hona
Q8) Neki ye hai ki ________
Jumuah ke din kurta pyjama pehenna
Aakhirat per, kitabon per, Farishton per yaqeen Namaz kaayam karna aur Zakaat dena
Naye ghar mein Quran Khwaani karwana
Q9) Culture ko Deen ka naam dekar follow karwaya jaa raha hai. Is wajah se Deen follow karna mushkil ho jaata hai .
Q10) Quran aisi Kitab hai jisne Makkah ke _______________ mein change laaya tha
Musalman
Mushrikeen-e-Makkah
All of above
None of above
Q11) Quran padhne ke adab......
Neeyat khaalis ho
Allah ke ehkaamaat ki manmaani taweel karna
Ehkamaaat per amal nahi karna
Q12) Quran padhkar seedha Rooh per asar hota hai
Q13) Ye Kitaab ek hidayat hai.....
Munafiqon ke liye
Mushrikeen ke liye
Mumineen ke liye
Muttaqiyon ke liye
Q14) Quran Allah tal ka kalaam hai jismein ghalti ka koi imkaan nahi