Q1) Surah Al-Fatir mein kitne Jannati groh ka zikr hai ?
2
3
4
5
Q2) Muqtasid ka kya maani hai ?
Bohot parhezgaar
Mutadil
Shiddat pasand
Q3) Qaum-e-Saba kis cheez se bezaar hone lagi thi ?
Ladaai-jhagdon
Musalsal Azaab
Nematon
Q4) Sabse aala darje per kaunsa groh hai ?
Muqtasid
Sabiqoon bil Khairaat
Zalimun li Nafsih
Q5) Jisne _______ aur ihtesaab ke saath Ramadan ke Roze rakhe uske pichle tamaam gunaah maaf kar diye jaate hain
Ehsaan
Imaan
Sabr
Q6) Dua ki qubooliyat ke liye kya zaruri hai ?
Allah se ruju karna
Ummeed ke saath maangna
Aajizi ikhtiyar karna
All of the above
Q7) Allah tala ne Dawood(AS) aur Sulaiman(AS) ki kis khoobi ka zikr Surah Saad mein kiya hai ?
Awwaab
Muhsin
Hakeem
Q8) Sulaiman(AS) ne Allah tala se aisi baadshahat ki dua ki jo unke pehle aur unke baad kisiko na mile. Unhone dua mein Allah tala ka kaunsa sifaati naam liya ?
Qadeer
Wahhab
Razzaq
Q9) Allah tala ne Ibrahim(AS) ki dua unke Waalid ke haqq mein qubool na farmaayi aur farmaya ki wo.....
Allah ke dushman hai
Shaitaan ke dost hain
Mushrikeen mein se hain
Q10) Allah tala ne dawood(AS) ki dua ke saath kya maamla kiya ?
Dua qubool nahi ki
Qusoor maaf kar diya aur darjaat buland kar diye
Qusoor per sakht narazgi ka izhaar kiya
Q11) Imam Daar-ul-Hijra kiska laqab hai ?
Imam Malik Raheemuhullah
Imam Shafaee Raheemuhullah
Imam Abu Haneefa Raheemuhullah
Q12) Deen ke khatir kis Imam ko qaid kiya gaya jahan unka inteqaal bhi hua ?
Imam Ibn-e-Taymiyyah Raheemuhullah
Q13) Unko Khatam Risalat per risalat likhne ki padash mein qaid mein daala gaya
Maulana Sarsaid Ahmed Khan
Maulana Maudoodi
Maulana Muhammad Ali Jauhar
Q14) Wo sahabi ka naam bataein jinko suli per chadhakar neze maare gaye aur unki aakhri khwahish do rakaat namaz padhne ki thi
Khabbab bin Arat(RA)
Khubaib bin Adi (RA)
Uthman bin Mazun(RA)
Q15) Quran Allah ki makhlook hai ye galat Fatwa kis Aalim se jabri(forcefully) taur per haasil karne ki koshish ki gayi ?
Imam Ahmed bin Hambal Raheemuhullah
Imam Ghazali Raheemuhullah