Qur'an ko padhne aur padhanewale log ( hadeeth ki roshni mein )
a) Sabse ilmwale
b) Sabse behtareen
c) Sabse aajizi karnewale
Allah swt ne salam bheja
a) Khadija ra
b) Juweriya ra
c) Hafsa ra
Rasoolullah saw ne farmaya "mere baad agar koi nabi hota to wo ------------- hote"
a) Umar ra
b) Bilal ra
c) Abu Bakr ra
Kis wajah se insano ne har taqatwar makhlooq ki ibadat ki
a) Takabbur
b) Apne aap ko kamtar samajhna
c) La ilmi
Qur'an ko chodne ( peet peeche daalne ) ki kaee(many) suratein ho sakti hain
True
False
Qur'an ke huqooq mein shamil hai ke
a) Qur'an ko dusron tak pahunchaya jaye
b) Qur'an ki sirf tilawat kar lena
c) Qur'an per ghaur o fikr na karna
Shah Waliullah Muhadees Dehelvi ne Qur'an ko padhne ke kitne ahem maqaasid bataye
a) 2
b) 4
c) 3
Kis ne baat kahi ke Allah swt ne 6 dinon mein zameen o aasman banaye aur saatwen (7th) din araam kiya
a) Yahood
b) Mushrikeen
c) Firaun
Zindagi mein tabdeeli ati hai
a) Qur'an padhne se
b) Dunyawi ilm se
c) Dunyawi rasm o riwaj ki pabandi se
Wirasat ke qawaneen milte hain
a) Surah Bani Israel
b) Surah Mulk
c) Surah Nisa