Tohfa dekar wapis lene wale ko hadith mein kis se tashbeeh di gayi hai?
a) kutta
b) Chor
c) Saanp
Talaq sirf bure logon ke darmiyaan waqae hoti hai
a) True
b) False
Ismam mubeena (khula gunah) kis ko kaha gaya hai?
a) Talaq dena
b) Mehr kam muqarrar karna
c) Maal dekar wapis le lena
Sauteli maa se nikah karne ko kya kaha gaya hai?
a) Buhtaan
b) Fahisha
c) ism
Qintara ka maani kya hai?
a) Bahot zyada maal
b) Tohfa
c) mehr
Kaunsi statement sahi hai?
a) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se bhi haraam ho jate hain.
b) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se halal ho jate hain.
c) Jo rishte nasab se halal hain wo razayat se haraam ho jate hain.
Kisi aurat ko uski phupi ya khala ke saat nikah mein jama nahi kiya ja sakta.
Doodh peene ki umar mein, pet bhar doodh kam az kam kitni dafa peene se razayat sabit ho jati hai?
a) 3
b) 7
c) 5
Doodh peene ki umar kab tak hai?
a) 2 saal
b) 1.5 saal
c) 2.5 saal
Haqeeqi bete ki bewa se nikah karna...
a) Jayez hai
b) Haraam hai
c) Makrooh hai