Q1. Zahiri rasm wa riwaj (rituals) ki papandi insaan ko ___________ bana deti hai ?
Tangh nazr (conservative)
Mutaqi (righteous)
Deen ka papand (religious)
Q2. Surah Aale-Imran aayat 164 mein Allah apne bandon par ehsaan qarar dete hai :-
Unko zindagi bakshna
Ashraf ul makhluqaat banana
Unhi mein se rasool ko bhejna
Q3. Jab taqwa dil mein ho toh insaan :-
Rasm wa riwaj ki papandi karta hai
Pasandida maal karch karta hai
Allah ke diye maal se mohabbat karta hai
Q4. Gazwae-Uhud mein jeeti hui jang harne ki ahm wajah :-
Nabi (s.a.w.s) ki nafarmani
Maal ki mohabbat
Dono ki wajah se
Q5. Deen ka kaam behtar taur par kiya jasakta hai :-
Infiradi taur par (individually)
Ijtemai taur par (jointly)
Apnay apnay maslak par kaam karkay
Q6. "Muwatta Imam Malik" jo ke hadith aur fatwe sahaba ikram (r.a) par mushtamil hai. Kitne saal mein likhi gai ?
30 saal
4 saal
40 saal
Q7. Ek imam ko follow karna zaruri hai ?
Ji zaruri hai
Ji nahi
Bahut zaruri hai warna gumrah hone ka dar hai
Q8. Gazwae-Uhud mein Uhud ke muqam par jang karne ka mashwara diya tha:-
Abdullah Bin Ubai
Nabi (s.a.w.s) ne kud faisla kiya tha
Kuch joshile sahaba (r.a)
Q9. Sardarane munafiqeen "Abdullah Bin Ubai" gazwae-uhud ke mauqae par kitne saathion ke sath wapis hogaya ?
150
400
300
Q10. Gazwae-Uhud mein "Khalid Bin Waleed(r.a)" sipah salar thae :-
Musalmano ke
Yahudion ke
Kuffar ke
Q11. Hadith mein mehr ke bagair nikah ko kya qarar diya gaya ?
Na jaiz
Zina
Jaiz
Q12. Shadi mein jehaiz dene ke baad beti ko wiraasat mein se hisa __________________ ?
Dena hoga
Dene ki zarurat nahi
Kuch kam kiya jasakta