Q1. Sunnate aur nawafil __________________ mein padhna afzal hai.
Ghar
Masjid
Jama'at
Q2. Zuhr se pehle kitni rakat padhni masnoon hai ?
4
2
2 ya 4
Q3. Ishaa mein kitni rakate sunnate muakida hai ?
6
Q4. Sunnate aur nawafil kis tarah padhna afzal hai ?
4 - 4 karke
2 - 2 karke
Dono tarah durust hai
Q5. Ek salaam se 4 rakat sunnat ya nawafil ada nahi kiye jasakte.
Sahih
Ghalat
Ye afzal tareeqa hai
Q6. Nabi (s.a.w.s) _________________ ki sunnato ke baad thodi der daein karwat lait jate.
Maghrib
Zuhr
Fajr
Q7. Namaz-e-Zuhr ki pehli 4 sunnate, farzo se pehle na padhi jasake toh farzo ke baad padhi jasakti hai.
Ismein ikhtelaf hai
Q8. Maghrib se pehle 2 rakat sunnat padhna :-
Muaikda hai
Ghair muakida hai
Makrooh hai
Q9. Namaz-e-Jumu'ah mein daurane khutbah koun se namaz padhi jasakti hai ?
Koi namaz na padhi jae
Sunnat muakida
Tahiyatul masjid
Q10. Namaz-e-Jumu'ah se pehle kitni sunnat muakida padhi jati hai ?
Jumu'ah se pehle sunnate muakida padhna sunnat se sabit nahi
Q11. "Zakwaan" kis ummul mumineen ke ghulam the ?
Khadeeja (r.a)
Ayesha (r.a)
Safiya (r.a)
Q12. Sawari mein bait kar padhe jasakte hai ?
Nawafil
Sunnate
Sunnate aur nawafil
Q13. Bila uzr bait kar nafil namaz padhne ka sawab kitna milta hai ?
Aadha (1/2)
Chawthai (1/4)
Thihai (1/3)
Q14. Kis sahabi ka mashoor waqiah hai ke unho ne Nabi (s.a.w.s) ki majlis se uthna sakht na pasand kiya aur farmaya "Meri ootni chali jati toh chali jati magar mein Nabi (s.a.w.s) ke pass se na uthta".
Jaber (r.a)
Zaid (r.a)
Imraan bin Husain (r.a)
Q15. ____________________ mein taweel qiyam pasandida hai.
Faraiz
Dono mein
Q16. Kounsa amal hadeeth ke mutabiq Allah ko bahut pasand hai ?
Jo humesha kiya jae
Jo kabhi kabhar kiya jae
Jo humesha kiya jae, kha thoda hi ho
Q17. Nabi (s.a.w.s) ka tareeqa kya tha ?
Farz masjid mein, sunnat aur nawafil ghar mein ada farmate
Farz, sunnat aur nawafil masjid ada farmate
Kasrat se ibada'at masjid mein farmate ghar mein aaram farmate
Q18. Abu Hurairah (r.a) riwayat karte hai ke Nabi (s.a.w.s) ne namaz padhne se kis waqt mana farmaya ?
Namaz-e-Asr ke baad hatta ke suraj ghuroob hojae
Namaz-e-Fajr ke baad hatta ke suraj tulu hojae
Dono jawabaat durust hai
Q19. Daurane safar qasr namaz ke saath saath sunnate aur nawafil bhi ada karne zaruri hai.
Jee haan
Jee nahi
Warna namaz mukammal nahi hoti
Q20. Kisi uzr ki bina nafil namaz kuch bait kar kuch khade hokar ada ki jasakti hai.
Ye sunnat se sabit nahi
Ye sunnat se sabit hai
Aisa karna makrooh amal hai