Asiya  Abdul Raoof
Test por , creado hace más de 1 año

The fundamentals of PRAYER

1564
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Creado por Asiya Abdul Raoof hace más de 8 años
Cerrar

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-17}

Pregunta 1 de 20

1

Q1. Tahajjud ke liye ek neend lekar uthna :-

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Zaruri hai

  • Zaruri nahi hai

  • Afzal hai

Explicación

Pregunta 2 de 20

1

Q2. Namaz-e-Tahajjud mein kya masnoon hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 2-2 rakat padhna

  • 4-4 rakat padhna

  • Dono tarah masnoon hai

Explicación

Pregunta 3 de 20

1

Q3. Namaz-e-Tahajjud mein Rasool Allah (s.a.w.s) ka zyada tar ma'mul kitni rakat padhne ka tha ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 8 rakat nafil aur 3 witr

  • 8 rakat nafil aur 1 witr

  • 10 rakat nafil aur 3 witr

Explicación

Pregunta 4 de 20

1

Q4. Saliheen ki rawish aur Allah se qareeb ka zariya kya hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Faraiz ki pabandi

  • Sunnat muakida ki pabandi

  • Tahajjud ki pabandi

Explicación

Pregunta 5 de 20

1

Q5. Allah tala kab asmaane dunya par nuzool farmata hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Har Peer ki raat

  • Har Jumeraat ki raat

  • Har raat

Explicación

Pregunta 6 de 20

1

Q6. Tahajjud :-

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Gunnaho ke mitne ka zariya hai

  • Gunnaho se bachne ka zariya hai

  • Dono jawabaat durust hai

Explicación

Pregunta 7 de 20

1

Q7. Jab insaan sojata hai toh shaitan uske sar ki guddi (nape of the neck) par kitni girae (knots) lagata hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 3

  • 4

  • 5

Explicación

Pregunta 8 de 20

1

Q8. Nabi (s.a.w.s) jab Tahajjud ke lye uthte toh kya tilawat farmate ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Surah Mulk

  • Ale-Imaran ki akhiri 11 ayaat

  • Al-Baqarah ki akhiri 2 ayaat

Explicación

Pregunta 9 de 20

1

Q9. Nabi (s.a.w.s) ki tahajjud ki namaz kaisi hoti ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Taweel (long)

  • Mukhtasar (short)

  • Kabhi taweel kabhi mukhtasar

Explicación

Pregunta 10 de 20

1

Q10. Allah tala har raat farmata hai ke "koi hai jo mujh se bakshish mange aur mein usko bakshish do" ye Allah kab farmata hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Isha ke waqt

  • Fajr ke waqt

  • Jab 1/3 raat baqi reh jae

Explicación

Pregunta 11 de 20

1

Q11. Nabi (s.a.w.s) ne Sahaba Ikhraam ko kitne din Namaz-e-Taraweh bajamaat padhai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 5 din

  • 3 din

  • 7 din

Explicación

Pregunta 12 de 20

1

Q12. Kis sahabi ka taluq aise qabile se tha jo jahiliyat mein lut mar ke liye mashoor thi ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Abu Hurairah (r.a)

  • Abu Zar Ghaffari (r.a)

  • Abu Ayoob Ansari (r.a)

Explicación

Pregunta 13 de 20

1

Q13. Namaz-e-Taraweh ka waqt Isha ke fauran baad hai.

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Sahih

  • Ye afzal waqt hai

  • Isha se lekar tuluh Fajr tak hai

Explicación

Pregunta 14 de 20

1

Q14. Taraweh mein Quran dekh kar padha jasakta hai. Iski daleel kya hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Hafza (r.a) ke ghulam padha karte the

  • Koi daleel maojud nahi

  • Ayesha (r.a) ke ghulam padha karte the

Explicación

Pregunta 15 de 20

1

Q15. Kitne din se kam waqt mein Quran kareem khatam karna napasandida amal hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 3

  • 5

  • 7

Explicación

Pregunta 16 de 20

1

Q16. Jisne Ramadan mein imaam ke saath Isha aur Taraweh ada ki uske liye kitna sawab likha jaega ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 1/2 qiyam ka

  • 1/3 raat qiyam ka

  • Sari raat qiyam ka

Explicación

Pregunta 17 de 20

1

Q17. Ek raat mein Quran khatam karna "Shabeenah" kaisa amal hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Khilaafe sunnat

  • Masnoon

  • Afzal

Explicación

Pregunta 18 de 20

1

Q18. Namaz-e-Taraweh ki masnoon rakat 8 hai aur ghair masnoon rakaton ki tedad kitni hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 16

  • 20

  • Koi hadd nahi, jo jitni chahe padhe

Explicación

Pregunta 19 de 20

1

Q19. Namaz-e-Tahajjud ki kam se kam aur zyada se zyada masnoon rakat kitni hai ?

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • 7 aur 13

  • 5 aur 15

  • 9 aur 17

Explicación

Pregunta 20 de 20

1

Q20. 2 ya 4 Taraweh ke baad waqfe ka ahtemam karna chahiye.

Selecciona una de las siguientes respuestas posibles:

  • Masnoon hai

  • Afzal hai

  • Sunnat se sabit nahi

Explicación