Q1. Zakaat ki zid (opposite) kya hai ?
Israaf
Sood
Riyakaari
Q2. Quran kareem mein ata hai ke "namaz qaim karne wale aur zakat ada karne wale _____________ hai ?
Musalman
Momin
Sache momin
Q3. Zakaat ke laghwi ma'ne kya hai ?
Izafaa
Paak karna
Paak karna aur izafaa
Q4. Zakaat se kis cheez mein izafaa hota hai ?
Maal
Taqwa
Maal aur Taqwa
Q5. Jis maal par zakaat ada na ki jae wo kya kehlata hai ?
Kanz
Haraam
Q6. Dikhawe ki ibaddat kaisi hai ?
Biddat
Shirk
Na pasandida
Q7. Zakaat ada karte waqt :-
Niyat zaruri nahi
Zubaan se niyat karna zaruri hai
Dil mein niyat karlena kafi hai
Q8. Amal ke ajr ka darumadar :-
Zarurat
Farziyat
Niyat
Q9. Kis khalifa ne zakaat na dene walo se jang ki ?
Abu Bakr (R.A)
Umar (R.A)
Ali (R.A)
Q10. Faraiz ke inkar se insaan ka :-
Imaan kam hojata hai
Jhagdhalo hojata hai
Daire Islam se bahar ajata hai
Q11. Islam ki bunyadi arkan kitne hai ?
4
6
5
Q12. Allah aur uske Rasool ne aylane jang kiya :-
Zakaat na dene wale ke khilaf
Sood ka lain dain karne walon ke khilaf
Faraiz ka inkar karne wale ke khilaf