Q1. Ali (ra) ne kin sahaba ikhram ko Rasool (saws) ke baad afzal qarar diya ?
Abu Bakr (ra) & Uthman (ra)
Uthman (ra) & Umar (ra)
Abu Bakr (ra) & Umar (ra)
Q2. Rasool (saws) ne kis sahabi ke bare mein farmaya "jis raste per wo chalte hai, shaitan wahan se haat jata hai" :-
Umar (ra)
Abu Bakr (ra)
Ali (ra)
Q3. Abu Bakr (ra) ki qabre mubarak rawze Rasool (saws) ke kis taraf hai ?
Daein (right)
Baein (left)
Samne (front)
Q4. Tadween-e-Quran ke liye kis sahabi ko sarbarah muqarar kiya gaya ?
Zaid Bin Sabit (ra)
Khalid Bin Waleed (ra)
Q5. Umar (ra) ka taluq quraysh ke kis shakh se tha ?
Banu Adi
Banu Salim
Banu Zehra
Q6. Umar (ra) ka laqab "Farooq" kyun padha ?
Kuffar per bahut sakht the
Momineen ke liye narm dil the
Aylania Islam qubool kiya
Q7. Rasool (saws) ne khawab mein kis sahabi ko dekha ke inho ne kunwe (well) se paani ke zyada dhol nikale jiski wajah se onton ko bhi sairab kardiya ?
Uthman (ra)
Q8. Jhooti nabuwat ki dawedar aurat ka naam kya tha ?
Sajah
Zarinah
Rida
Q9. Abu Bakr (ra) ke khilafat ke dalail kahan milte hai ?
Quran mein
Hadeeth mein
Quran aur Hadeeth mein
Q10. Rasool (saws) ne farmaya "mere baad agar koi nabi hota, toh wo ______________ hote" :-