Asahaba sabt kon the ?
Bani israel ka ek qabeela
Isa A.S ko manne wale
Mushrik
Lafz Sabt ke kya mani hain ?
saturday
sunday
Rahat , sukoon , aaram
Ye basti jahan Asahaba sabt rahti thi kahan waqe thi ?
Bait al muqaddas
Samandar ke kinare
Yaroshalam
Kis nabi ke zamane mein ye waqiya paish aya ?
Dawud A.S
Musa A.S
Sulaiman A.S
Quran ke is waqiye mein hamare liye Ibrat hai. Ibrat ke kya maani hai ?
Pichli qaum ya kisi waqe ka taluq aaj ki daur se connect karna
do logon ya ilaqe ka connection jodna taqe wo qareeb ho
A aur B donon durust hai
Asahaba sabt mein kitne groups ban gaye the ?
5
3
6
Doosre group ne jab pehle group ko mana kiya to teesre group ne kya jawab diya ?
Hamen to ye kaam karna hi hai taake ham Allah S.W.T ke saamne maazerat kar saken
Ham ye isliye karahen hain shayed ke wo bure kaam se bachjaen
Haan tum saheeh kahrahe ho ham kyun doosron ke maamle mein dakhal andazi karen
A aur B durust hai
Konsa group nijat pa gaya ?
Jo nafarmani Karraha tha
Jo khamoosh tha khud naik tha
Jo naik tha aur pehle group ko mana karraha tha
Asahaba sabt ke waqiye se hamen kya sabaq milta hai ?
Ke burai agar horahi hai to wahan se sab chale jao
Burai ko dekh kar khud burai na karen
Burai dekh kar usse haath se ya zuban se rokne ki koshish karen
شرًعاّّ ka kya matlab hai ?
Shari'at
Ubhri hui cheez , naiza (arrow)
Donon jawab ghalat hai