Kuffare Makkah hazrat Luqman ko kis tarah jante the ?
ek haqeem aur dana ki haesiyat se
ek nabi ki haesiyat se
ek maaldaar shakhs ke haesiyat se
Aap S.A.W se hajj ke mauqah par Madeenah ke kis shakhs se mulaqat hui jin ke paas sahife Luqman tha ?
Zaid bin Thabit
Suwaid bin Samit
Aus aur khazraj
Allah S.W.T ne Luqman A.S ki naseehat se Makkah walon ko kya samjhana chaha ?
JIs ka zikr tum karte hai hamne bhi Quraan mein kiya hai
Tum shirk karte ho Luqman bhi shirk karte the
JIs shakhs ko tum itni ehmiyat dete ho wo khud shirk se bezaar tha
Hamen bachon ki tarbiyat karte hue kaisa rawayya ikhtiyar karna chahiyye ?
Dantkar samjhana chahiyye
Taqreer karni chahiyye
Pyar bhala andaz ho muhabbat se mukhatib kiya jae
Bache bari bari taqrreren sunna pasand nahi karte balke apne walden ka kiya gaya amal unke liye mash ale raah hota hai .
true
false
Teen logon ki duaa radd (reject) nahi ki jaati...unmein se ek kaun hai ?
Maan ki apne aulad ke liye
Aulad ki apne waledaen ke liye
walid ki apni aulad ke liye
Bachon ki achi tarbiyat ke liye kya kiya jasakta hai ?
A) unko masjid se jora jae
B)acha mauhaul provide kiya jae
C) Achi kitabein padhne ki targheeb di jae
A,B, C sab durust hai
Haqeem Luqman kahan ke rehne wale the ?
Sudan aur Misr ke paas ke ilaqe ke the
Makkah ke
Madinah ke
Aqeemus salah ka kya matlab hai ?
Namaz padhna
Namaz qayem karna matlab aap khair ka qaam kare aur burai se ruke
Logon ko namaz padhana
Sahaba ikram ek ayat sunkar pareshan hogaye ke ham mein se kon aisa hai jis ne zulm nahikiya hai to aap S.A.W ne kya jawab diya ?
Tum Allah tala se maafi mango
koi neki karo
kya tum ne Luqman ki waseehat apne bete ke liye nahi suni jis mein unhon ne kaha tha ke shirk sab se bada zulm hai