Asiya  Abdul Raoof
Quiz por , criado more than 1 year ago

The signs of Last Hour

566
0
0
Sem etiquetas
Asiya  Abdul Raoof
Criado por Asiya Abdul Raoof aproximadamente 7 anos atrás
Fechar

Alamate Qayamat {TEST-6}

Questão 1 de 10

1

1. Behtereen Salaam kya hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Jannewale ko Salaam karna.

  • Anjaan logon ko Salaam karna.

  • Jaannewale aur anjaan dono ko Salaam karna.

Explicação

Questão 2 de 10

1

2. Qurbe Qayamat log kinse ilm haasil karenge ?

Selecione uma das seguintes:

  • Ulama se.

  • Jaahilon se.

  • Zaheen logon se

Explicação

Questão 3 de 10

1

3. Qayamat ke qareeb sabse kamina aur ____________ aadmi sabse muazzaz samjha jayega.

Selecione uma das seguintes:

  • Ahmaq

  • Zaheen

  • Ghareeb

Explicação

Questão 4 de 10

1

4. Qayamat ki alaamat hai ki aadmi ____________ se guzrega lekin 2 rakaat namaz ada nahi karega

Selecione uma das seguintes:

  • Bazaar

  • Ghar

  • Masjid

Explicação

Questão 5 de 10

1

5. Alaamaate Qayamat mein se hai ki Waada aur Amanat ______________ ho jayenge.

Selecione uma das seguintes:

  • Khalt Malt(Mixed up)

  • Alag Alag

  • Mazboot

Explicação

Questão 6 de 10

1

6. Qayamat ke qareeb log kaise honge ?

Selecione uma das seguintes:

  • Sache

  • Amanatdaar

  • Bigde huay

Explicação

Questão 7 de 10

1

7. Hadith ka Mafhoom:
Jab log Deen ki Dawat ka kaam chod denge to kya hoga ?

Selecione uma das seguintes:

  • A) Allah ka Azaab aayega.

  • B) Duaaein qubool na hongi.

  • C) A aur B dono sahi hain.

Explicação

Questão 8 de 10

1

8. Kaunse rang(colour) se baalon ko rangna mana hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Surkh(Red)

  • Brown

  • Black

Explicação

Questão 9 de 10

1

9. Insaan ki kaunsi khwahish (desire) hamesha jawaan rehti hai jabki wo khud bhooda(old) ho jaata hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Maal aur lambi umar ki khwahish.

  • Maal ki Khwahish.

  • Lambi umar ki khwahish.

Explicação

Questão 10 de 10

1

10. Humein baal rangne(hair colour) ke muamlay mein kiski mukhalifat(oppose) ka hukum mila hai ?

Selecione uma das seguintes:

  • Yahud

  • But-parast

  • Aatish-parast

Explicação