Q1. Jagh jagh _______________ marakiz qaim hogae.
Deeni
Tijarti
Falahi
Q2. Tijarat us qadr aam hojaegi aur log :-
Ahad ki papandi karenge
Bad ahadi karenge
Insaaf per muamla karenge
Q3. Mashoor tha ke khilafat ke daur mein taleem ke gharz se Damishk jane wala agar musalsal har roz _________________tak ek madrase ka daura (visit) karta toh bhi pure madaris ka daura mukamal na hota ?
1 mahine
6 mahine
1 saal
Q4. Qatil aur maqtul ko qatal ki wajah :-
Achi tarah maloom hogi
Maloom nahi hogi
Q5. Tijarat karna Allah ko napasand hai.
Jee haan
Jee nahi
Q6. Kis sahabi ko tijarat mein khaas barkat hasil thi us liye log unke saath sharakat karna pasand karte ?
Anas (ra)
Muaz (ra)
Bilal (ra)
Q7. Aurte apne shuhro ke saath tijarat mein ma'awanat karna pasand nahi karegi ?
Q8. Tijarat aam hone ke bais qata rehmi bhi aam hojaegi ?
Sahi
Ghalat
Q9. Tijarat aam hojaegi log ____________________pasand nahi karenge.
Khana peena
Padhna likhna
Baat cheet
Q10. Asal tijarat-kamyab tijarat :-
Kamaz kam dugna munafa
Akhirat ki kamyabi
Ghar walon ko jadid asaish muhaya karna