Q1. Hadeeth :- Jahanam mein subse zyada logon ko le jane ka bais _______________ aur sharmgah hai.
Takabur
Kufr
Muh
Q2. Log apna deen aur imaan _______________________ ke badle bech dalenge.
Daulate dunya
Dosti
Jahalat
Q3. _______________________ bhi pait ke fitne mein shamil hai.
Aurton ki kamai
Bachon ki kamai
Haram kamai
Q4. Sharmgah ke fitne se murad zina aur _____________________ waghaira hai.
Amale qaume Lut
Hum jins parasti
Dono hi shamil hai
Q5. Hadeeth :- Haram kamai ke baad ibaddaat ......
Makroh hojati hai
Qubool nahi hoti
Haram hojati hai
Q6. ___________________________ se parwarish pane wali aulad humesha apne waldain ki nafarman hoti hai.
Pyaar wa mohabbat
Sakhti
Haram maal
Q7. Bakhti unt ki kohan se kis cheez ko tashbeeh di gai hai ?
Baalon ka katwana
Urya libaas
Sar ka juda
Q8. Kapde pehnne ke bawajud nangi aurton se kya murad hai ?
Barik libaas pehnna
Tang libaas pehnna
Dono shamil hai
Q9. ______________________ ki khusbo taweel masafat se ati hai.
Jannat
Jahanam
Itar
Q10. __________________________ sadqa qubool nahi hota.
Haram maal ka
Tangi mein kiya gaya sadqa
Khush haali mein kiya gaya sadqa