Q1. Rasool (saws) ki akhiri azwaj :-
Umme Habibah (ra)
Maimona (ra)
Safiya (ra)
Q2. Maqofas ne bataur nazrana bheje :-
Mariya Qibtiya (ra)
Rehana Binte Shamon (ra)
Q3. Khaled Bin Waleed (ra) ka Maimona (ra) se kya rishta tha ?
Bhanje the
Bhai the
Mamu the
Q4. Maimona (ra) se Aap (saws) ka nikah kab huwa ?
Qazae umrah se wapsi per
Suleh Hudaibiya se wapsi per
Fateh Makkah se wapsi per
Q5. Jinke batan se Hazrat Ibrahim paida huwe :-
Khadeeja (ra)
Q6. Ummul momineen jinka inteqal bhi wahi huwa jahan unka nikah huwa tha ?
Juwairiya (ra)
Umme Salma (ra)
Q7. Rasool (saws) ki wo beti jinho ne apne shohar ke fidye ke liye Khadeeja (ra) ka diyahuwa har bheja ?
Zainab (ra)
Ruqaya (ra)
Umme Kulsum (ra)
Q8. Pehli hijrat Habsha mein shamil the :-
Uthman (ra) aur Umme Kulsum (ra)
Uthman (ra) aur Ruqaya (ra)
Ali (ra) aur Fatima (ra)
Q9. Sahi tarteeb se Banate Rasool (saws) ke naam batae :-
Zainab (ra) - Ruqaya (ra) - Umme Kulsum (ra) - Fatima (ra)
Zainab (ra) - Umme Kulsum (ra) - Fatima (ra) - Ruqaya (ra)
Ruqaya (ra) - Zainab (ra) - Umme Kulsum (ra) - Fatima (ra)
Q10. Wo binte rasool jo nubuwat se 6 saal pehle paida huwe :-