Q1. Kisne pehle islam qubool kiya ?
Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra)
Amr Bin Al Aas (ra)
Q2. Arab ke char zaheen tareen admion mein unka shumar hota tha.
Khaled Bin Waleed (ra)
Q3. Amr Bin Al Aas (ra) ne apne bete ki kis baat ki shikayat Rasool (saws) se ki ?
Hadd se zyada ibaadat karne ki
Roze na rakhne ki
Ibaadat na karne ki
Q4. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne jo hadeeth ka majmua tarteeb diya uska naam batae.
Sahife Sadiqa
Sahife Kareema
Sahife Muqadisa
Q5. Sardarane Makkah ne najashi ke darbar mein apna numainda kis ko banaya ?
Abdullah Bin Umar (ra)
Q6. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne khud farmaya ke mujhe ________________ ahadeeth yaad thi.
500
200
1000
Q7. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ne Rasool (saws) se kis baat ki ijazat mangi ?
Zyada se zyada Quran padhne ki
Zyada se zyada roze rakhne ki
Dono jawabat durust hai
Q8.Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ko fazilat hasil thi.
Injeel aur Taurat per uboor hasil tha
Quran ke hafiz the
Q9. Rasool (saws) ne Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ko kitne din mein Quran mukamal padhne ki ijazat di ?
10
5
3
Q10. Pura ka pura Sahife Sadiqa kis kitab mein shamil kar liya gaya ?
Sahih Bukhari
Sahih Muslim
Musnad Ahmed