Q1. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ko kisne kaha tha ke "aap apne walid ke saath rehna humesha"
Mohammad (saws)
Abu Bakr (ra)
Umar (ra)
Q2. Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra) ka akhiri waqt masjide nabawi mein quran ki tilawat karte huwe aur namaz padhte huwe guzra.
Sahi
Ghalat
Q3. Wo pehle sahabi jinki hijrat ke baad paidaish huwi ?
Abdullah Bin Abbas (ra)
Abdullah Bin Zubair (ra)
Abdullah Bin Amr Bin Al Aas (ra)
Q4. Ayesha (ra) ki kunyat kis ke naam per thi ?
Unke bhanje Urwa Bin Zubair
Unke bhai Abdullah
Abdullah Bin Zubair
Q5. Abdullah Bin Zubair (ra) ne apne walid ka ________________
Qarz utara
Wasiyat puri ki
Dono jawabat durust hai
Q6. Unki masjid aur namaz mein dil chaspi aisi thi ke log unhe _________________ naam se yaad karte
Masjid ka sedai
Masjid ka padhosi
Hammahtul Masjid
Q7. Unki namaz mein khushu tha. Ye kisne kaha tha ke "tumhe Muhammad (saws) ki namaz dekhni hai toh Abdullah Bin Zubair (ra) ko dekhlo"
Q8. Abdullah Bin Abbas unhe kaha karte :-
Qari Al Ayat
Qari Al Quran
Qari Al Hadeeth
Q9. Abdullah Bin Zubair (ra) ki bahaduri ki wajah se unhe kya laqab mila ?
Shehsaware Islam
Namazi
Khalifah
Q10. Wo sahabi jinhe Muhammad (saws) ke muh ki khajur ki tehnik di gai ?
Abdullah Bin Umar (ra)
Hussain (ra)