Q1. Kisi ek sharai hukm se doosre sharai hukm ki taraf muntaqil karna ?
Nakhal
Naskh
Badal
Q2. Yahood Musa (as) se kya poochte the ?
Ahem sawalat
Ghair zaroori sawalat
Muqay ke mutabiq sawalat
Q3. Ilm hasil karne ke liye sawalat karna kaisa hai ?
Pasandeeda
Na pasandeeda
Koi harj nahi
Q4. Seedhi raah se bhatkane ka bais bante hai ?
Ghair zaroori sawalat ki kasrat
Sawalat se bachna
Sawalata ke zariye ilm hasil karna
Q5. Kisi ko di gai niamat chin jane ka jazba :-
Hasad
Takabur
Gheebat
Q6. La ilm kin logo ko kaha gaya hai ?
Yahood
Nasraani
Mushrikeen
Q7. Allah ki masjidon mein Allah ke zikr ko rokne walo ko kya kaha gaya hai ?
Sabse bada zalim
Zalim
Jabir
Q8. Nasrani aur Yahood ek dusre ko bura bhala kyu kehte the ?
Bughz o iniad
Ilm ki ziyadati
Amal ki kami
Q9. Rasool (saws) ne masjidon ko kahan banane ka hukm diya hai ?
Muhallon mein
Muhalle se door
Ek masjid doosri masjid se qareeb ho
Q10. Gumshuda cheez ka masjidon mein aylan karna kaisa hai ?
Karna chahiye
Mana hai