Q1. Masnoon talaq kis waqt deni chahiye ?
Halat e tuhar
Halat e haiz
Q2. Biwiya shuharo ki _______________ hai
Gulaam
Laundiya
Khetiya
Q3. Mardo ka aik darjaaurto se buland kyu hai ?
Aurat ki aqal kam hai
Mardo ke huqooq zyada hai
Mard kama ker apne ghar walon pe karch karte hai
Q4. Kaisi qasmein kahne se mana kiya gaya hai ?
Allah ki nafarmani ke kamo ki qasm
Allah ki farmabardari ke kamo ki qam
Koi bhi qasm nahi khani chahiye
Q5. Allah ke ilawa kisi aur ki qasm khana kaisa hai ?
Biddat
Jaiz
Shirk
Q6. Qasm ka kaffarah :- 10 miskeeno ko khana khilana ya kapre pehnana ya aik gulaam azaad karna ya ___________din ke roze rakhna
3
5
10
Q7. Kis qasm ke todhne per Allah mawakhiza farmaega ?
Laghw qasm
Dil ke irade ke saat khai gai qasm
Takiya e kalaam ke taur pe khai gai qasm
Q8. Rasool (saws) ne aik dafa apni biwiyon se kitne din taluq na rakhne ki qasm khai thi ?
2 mahine
3 mahine
1 mahina
Q9. Kisi ko hadeeth mein kiraye ka saand kaha gaya hai ?
Talaq dene wala
Halala karne wala
Zina karne wala
Q10. "Tumhari biwiya tumhari khetiya hai" ka aik aur mana yeh bhi hai ke ______________ ki behtareen perwarish ki jae.
Biwiya
Aulaad