Q1. Pehli aur dusri talaq _______________ kehlati hai
Rajji
Baen
Masnoon
Q2. Teesri talaq ____________________ kehlati hai.
Q3. Do talaqo ke baad kya sohar aur biwi dubara nikah karsakte ?
Jee haan
Jee nahi
Q4. Pehli talaq ke baad agar iddat guzar jae toh talaq waqey hojati hai
Q5. ______________________ talq ke muamley mein chahta hai ke akhiri had tak masalihat (compromises) ki koshish ki jae.
Islaam
Yahoodiyat
Issaiyat
Q6. Ummahatul momineen baz awqat Rasool (saws) se thode taiz lehje mein bhi baat karte the.
True
False
Q7. Talaq ke baad maa ka farz hai ke sheer khaur (infant) bache ko doodh pilae.
Q8. Talaq ke baad maa agar bache ko doodh pilay toh baap per zaroori nahi ke wo karcha de.
Q9. Razaiyat ki muddat kya hai ?
2 saal
2 saal 2 mahine
2 saal 3 mahine
Q10. Talaq ke baad agar bacha maa ke paas ho toh uska virasat mein _____________ hissa hai.
Adha
Pura
Koi hissa nahi