Qayamat ka din kitna taveel hoga?
1000 years
10,000 years
50,000 years
Surah Dehr mein qayamat ke din ke baare mein kya bataya gaya hai?
Us din chahre bigad jayenge
Us din bachhe boodhe hojayenge
both the options
Dajjal ke ma'ane kya hain?
Jhoota / fareb
Gunahgaar
Illah
Aamaal naame pesh kiye jane ke liye Quran mein kya lafz istemal hota hai?
Nashr karna
Dena
Uthana
Aamaal naame likhnewale farishtay
Haroot Maroot
Munkir Nakeer
Kiraman Katibeen
Aamaal naame mein sirf wahi alfaz likhe jate hain jin ka koi ma'ane hote hain. Be ma'ane alfaz nahi likhe jate.
True
False
Na-kaam logon ke aamaal naame kaise diye jayenge?
Peet ke peeche se
Saamne se
Uper se
Surah Haqqah mein iyyaam e khaliya aaya hai,iss se kya murad hai?
Qayamat ka din
Jannat mein jaane ka din
Duniya mein guzare gaye din
''Ya wailatani'' kaisa jumla hai?
Afsos ka
Bewaqoofi ka
Khushi ka
Rasool Allah saw ne choti choti lakdiyon se aag roshan kar ke kya samjhaya?
Chote gunahon se bachen
Chote gunah assani se maaf ho jate hain
Kabira gunahon se bachen